Mera Koi Na Sahara Bin Tere (मेरा कोई न सहारा बिन तेरे - भजन)


Mera Koi Na Sahara Bin Tere,
O Shiv Shankar Mere,
O Bhole Baba Mere,
Main To Janam Janam Bhatka Hun,
Jaga Do Ab Bhagya Mere,
O Shiv Shankar Mere ॥
Chod Duniya Ke Sare Jhute Nate,
Bhole Main Tere Dwar Aa Gaya,
Main To Duniya Ke Dukho Se Hun Hara,
Main To Duniya Ke Dukho Se Hun Hara,
Mita De Sab Dukh Mere,
O shiv Shankar Mere,
O bhole Naath Mere ॥

Mere Panvo Mein Pade Hai Dekho Chhaale,
Tere Dar Aate Aate,
Tera Mandir To Mera Hai Dwara,
Tera Mandir To Mera Hai Dwara,
Lagane Aaya Main Hun Dera,
O shiv Shankar Mere,
O bhole Naath Mere ॥

Tere Charanon Main Jivan Bite,
Yahi Hai Binati Meri,
Meri Binati Swikar Tu Karna,
Meri Binati Swikar Tu Karna,
Hay Shiv Shankar Mere,
O shiv Shankar Mere,
O bhole Naath Mere ॥

Mera Koi Na Sahara Bin Tere,
O Shiv Shankar Mere,
O Bhole Baba Mere,
Main To Janam Janam Bhatka Hun,
Jaga Do Ab Bhagya Mere,
O Shiv Shankar Mere ॥
मेरा कोई न सहारा बिन तेरे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरा कोई न सहारा बिन तेरे, ओ शिव शंकर मेरे, ओ भोले बाबा मेरे, मैं तो जनम जनम भटका हूँ, जगा दे अब भाग्य मेरे, ओ शिव शंकर मेरे ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Baba Baijnath Hum Aael Chhi Bhikhariya

Baba Baijnath Hum Aael Chhi Bhikhariya, Ah Ke Duariya Na, Baba Baidyanath Hum Ayal Chhi, Bhikhariya Ahaan Ke Duariya Na ॥

Deedar Karne Aaya Tere Dwar

Alakha Jaga Ke Jogi, Aaya Tere Dwar, Aaya Tere Dwar Maiya, Aaya Tere Dwar, Kanhaiya Ka Deedar,
Karne Aaya Tere Dwar ॥

Koi Devta Nahi Hai Bhole Nath Ki Tarah

Koi Devta Nahi Hai, Bhole Nath Ki Tarah, Lutate Hai Khajan Barsat Ki Tarah, Lutate Hai Khajan Barsat Ki Tarah ॥

Rajdulaari: Tu Mahalon Main Rahne Wali

Tu Mahalon Mein Rahne Wali, Main Jogi Jatta Dhari Hun, Tera Mera Mel Mile Na, Rahta Atal Atari Hun