Mere Bhole Baba Aa Gaya Sawan Ka Mela (मेरे भोले बाबा आ गया सावन का मेला: शिव भजन)


Mere Bhole Baba Aa Gaya Tera Sawan Ka Mela,
Lag Rahi Haridwar Mein Bhid Aa Rahaya Bhagato Ka Rela,
Bhole Damru Bajade Ikabe Aage Badake,
Mere Bhole Baba Aaja Nandi Pe Chad Ke ॥
Bhole Tere Haridwar Ki mahima Badi Nyari,
Har Saal Yahan Kawadiya Ki Bhid Lage Hai Bhari,
Ye To Phere Teri Mala Bhole Sanjha Tadke,
Mere Bhole Baba Aaja Nandi Pe Chad Ke ॥

Bam Bam Bol Ke Dhol Nagade Khub Bajate,
Hoke Mast Teri Masti Mein Bhole Rang Jamate,
Ye To nache Kude Gawe Tere Paya Mein Pad Ke,
Mere Bhole Baba Aaja Nandi Pe Chad Ke ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tino Lok Ke Palan Hari Hai Shankar Tripurari,
Sare Jag Mein Tere Naam Ki Gunj Rahi Kilkari,
Ye Bebi Tere Bhajan Likhe Moh Maya Chodke,
Mere Bhole Baba Aaja Nandi Pe Chad Ke ॥
मेरे भोले बाबा आ गया सावन का मेला: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे भोले बाबा आ गया तेरा सावन का मेला, लग रही हरिद्वार में भीड़, आ रहया भगतो का रेला, भोले डमरू बजादे इकबे आगे बढ़के, मेरे भोले बाबा आजा नन्दी पे चढ़ के ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

Other Popular Mere Bhole Baba Aa Gaya Sawan Ka Mela Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Tera Jag Hai Kare Gunagaan Gajaanan Lambodar

Tera Jag Hai Karen Gungaan, Gajanan Lambodar, Lambodar Hey Lambodar, Lambodar Hey Lambodar,
Tu Jag Mein Sabse Mahan, Gajanan Lambodar, Tera Jag Hai Kare Gungaan, Gajanan Lambodar ॥

Gajanand Maharaj Padharo Kirtan Ki Taiyari Hai

Pratham Manaye Ganesh Ke, Dhyaoo Sharada Maat, Maat-Pita Guru Prabhu Charan...

Preet Main Puje Naam Tumhara

Preet Me Puje Naam Tumhara, Ganpati Jagat Khivaiya, Shiv Nandan Ab Aaj Hamari, Paar Lagana Naiyya, Jai Gauri Ke Lala ॥

Main Aaya Hoon Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare

Main Aaya Hoon Tere Dware, Ganaraj Gajanan Pyare, Meri Naiya Padi Hai Kinare, O Vighan Vinashan Haare, Mujhe Kaun Sambhale, Meri Laaj Bachale, Mere Man Mohiya, Tera Bas Dhyaan Kiya, Gajanan Naam Liya, Tera Bas Dhyaan Kiya, Gajanan Naam Liya ॥

Koi Shubh Kam Ho

Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle, Ganesha Ko Hum Sab Manaye, Reeti Devon Ne Iski Chalai, Iss Reeti Ko Hum Sab Nibhaye, Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle, Ganesha Ko Hum Sab Manaye, Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle ॥