Mere Bhole Baba Arzi Suno Main Tumhe Manane Aayi Hun (मेरे भोले बाबा अर्ज़ी सुनो, मैं तुम्हे मनाने आयी हूँ: भजन)


Mere Bhole Baba Arzi Suno,
Main Tumhe Manane Aayi Hun,
Meri Bigadi Bana Dege Baba,
Mein Tumhai Manane Aayi Hun,
Mere Bhole Baba Arzi Suno ॥
Mere Bhole Tum Bade Dani Ho,
Mahadani Ho Vardani Ho,
Devo Ke Dev Mahadev Tumhai,
Mein Shish Jhukane Aayi Hun,
Mere Bhole Baba Arzi Suno ॥

Bhakto Ke Tum Rakhwale Ho,
Kastho Ko Mitane Walw Ho,
Tum Daya Ke Sagar Ho Bhole,
Mein Sharan Tumhare Aayi Hun,
Mere Bhole Baba Arzi Suno ॥
BhaktiBharat Lyrics

Bhole Baba Tumhai Hai Bhang Pyara,
Tan Bhasma Ramane Ho Nyara,
Kahe Bitiya Priyanka Charanon Mein,
Baba Tumhai Manane Aayi Hun,
Mere Bhole Baba Arzi Suno ॥
मेरे भोले बाबा अर्ज़ी सुनो, मैं तुम्हे मनाने आयी हूँ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे भोले बाबा अर्ज़ी सुनो, मैं तुम्हे मनाने आयी हूँ, मेरी बिगड़ी बना दोगे बाबा, मैं तुम्हे मनाने आयी हूँ, मेरे भोले बाबा अर्ज़ी सुनो ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

mera bhola shankar

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Dhan Dhan Bholenath Bant Diye Teen Lok

Dhan Dhan Bholenath Bant Diye, Teen Lok Ik Pal Bhar Mein । Aise Deendayal Mere Data, Bhare Khajana Pal Bhar Mein

Mere Bhole Baba Arzi Suno Main Tumhe Manane Aayi Hun

Mere Bhole Baba Arzi Suno, Main Tumhe Manane Aayi Hun, Meri Bigadi Bana Dege Baba,
Mein Tumhai Manane Aayi Hun, Mere Bhole Baba Arzi Suno ॥