Mere Bhole Baba Ki Nagariya Me (मेरे भोले बाबा की नगरिया मे - भजन)


Tere Didar Ho Bhole,
Tarse Meri Ankhiya,
De Darshan Is Dash Ko,
Jo Aun Teri Duariya ॥
Le Chal Utha Ke Apni Kanwaria,
Shiv Shambhu Ki Nagariya Mein,
Mere Bhole Baba Ki nagariya Mein,
Mere Bhole Baba Ki nagariya Mein ॥

Aur Main Narbada Ko Jal Bhar Jaun,
Arji Lagaun Duariya Mein,
Mere Bhole Baba Ki nagariya Mein ॥

Are Andhe Bhi Awe Lande Bhi Awe,
Tokhen Rizhawen Duariya Mein,
Mere Bhole Baba Ki nagariya Mein ॥

Hey Bhang Dhatura Bhole Kho Bhave,
Tokhne Chadhave Duariya Mein,
Mere Bhole Baba Ki nagariya Mein ॥

Are Jhum Jhum Sab Jokara Lagawe,
Shiv Sambhu Ki Duariya Mein,
Mere Bhole Baba Ki nagariya Mein ॥

Le Chal Utha Ke Apni Kanwaria,
Shiv Shambhu Ki Nagariya Mein,
Mere Bhole Baba Ki nagariya Mein ॥
मेरे भोले बाबा की नगरिया मे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ले चल उठा के अपनी कांवरिया, शिव शम्भू की दुअरिया में, मेरे भोले बाबा की नगरिया में, मेरे भोले बाबा की नगरिया मे ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Mere Bhole Baba Ki Nagariya Me Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥