Meri Lagi Shambhu Se Preet Ye Duniya Kya Jane (मेरी लगी शंभू से प्रीत, ये दुनिया क्या जाने - भजन)


Meri Lagi Shambhu Se Preet,
Ye Duniya Kya Jane,
Mujhe Mil Gaya Maan Ka Mit,
Ye Duniya Kya Jane,
Kya Jane Kya Jane,
Meri Lagi Shambhu Se Preet,
Ye Duniya Kya Jane ॥
Maa Gaura Ki Suno Kahani,
Jo Hai Sadashiv Ki Patarani,
Taj Sati Deh Umaan Kalyani,
Himagiri Ke Ghar Janmi Bhawani,
Maina Ki Hari Sab Pir,
Ye Duniya Kya Jane,
Meri Lagi Shambhu Se Preet,
Ye Duniya Kya Jane ॥

Akhiyan Shiv Darshan Ki Pyasi,
Maan Mein Hai Din Ren Udasi,
Maat-Pita Se Aagya Mangi,
Tap Ke Hetu Huee Banavasi,
Lagi Shiv Charanon Se Preet,
Ye Duniya Kya Jane,
Meri Lagi Shambhu Se Preet,
Ye Duniya Kya Jane ॥

Kathin Tapasya Maan Ne Kinhi,
Shiv Ne Uma Pariksha Linhi,
Preeti Uma Ki Maan Mein Chinhi,
Tab Vivah Ki Aagya Dinhi,
Tab Hui Preet Ki Jeet,
Ye Duniya Kya Jane,
Meri Lagi Shambhu Se Preet,
Ye Duniya Kya Jane ॥

Meri Lagi Shambhu Se Preet,
Ye Duniya Kya Jane,
Mujhe Mil Gaya Maan Ka Mit,
Ye Duniya Kya Jane,
Kya Jane Kya Jane,
Meri Lagi Shambhu Se Preet,
Ye Duniya Kya Jane ॥
मेरी लगी शंभू से प्रीत, ये दुनिया क्या जाने - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरी लगी शंभू से प्रीत, ये दुनिया क्या जाने, मुझे मिल गया मन का मीत, ये दुनिया क्या जाने, क्या जाने क्या जाने, मेरी लगी शम्भू से प्रीत, ये दुनिया क्या जाने ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

Other Popular Meri Lagi Shambhu Se Preet Ye Duniya Kya Jane Video

By Rishav Thakur, Ayachi Thakur, Maithili Thakur

By Divya Chaturvedi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai । Watan Ke Phakiron Ka Phera Hua Hai ॥ Utho Ab Nirasha Nisha Kho Rahi Hai

Adiyogi The Source Of Yoga

Door us aakash ki gehraiyon mein, Ek nadi se beh rahe hain Adiyogi...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।