More Ganraja Ji (मोरे गणराजा जी: श्री गणेश भजन)


Jai Ho Ganraja Ji,
Ho Mein To Balihari Jaun Tere Naam Ki,
Gaura Ke Tum Laal Prabhu Ji,
Ajab Ki Shaan Tumhari,
Sabse Pahle Puju Tumko,
More Ganraja Ji,
Ho Mein To Balihari Jaun Tere Naam Ki ॥
Buddhi Vinayak Ganpati Deva,
Teri Mahima Nirali,
Har Bhakton Ki Vinati Sunte,
Pal Mein Duvidha Tali,
Charanon Mein Mera Tan,
Tujhko Hai Sab Arpan,
Ganraja Ji,
Ho Mein To Balihari Jaun Tere Naam Ki ॥

Parikrama Kar Maat Pita Ki Tino Lok Gun Gaye,
Charo Dham Hai Charanon Mein Inke,
Sabko Ye Samjhaye,
Dhanya Dhanya Prabhu Ji Tum,
Jite Maat Pita Ka Maan,
More Ganraja Ji,
Ho Mein To Balihari Jaun Tere Naam Ki ॥
BhaktiBharat Lyrics

Koti Koti Tumko Naman Hai,
More Ganpati Raja,
Sradha Suman Hai Tumko Arpan,
More Ganpati Raja,
Gaye Hum Sab Tere Gun,
Tumko Pujun Har Dam,
More Ganraja Ji,
Ho Mein To Balihari Jaun Tere Naam Ki ॥
मोरे गणराजा जी: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
जय हो गणराजा जी, हो मै तो बलिहारी जाऊ तेरे नाम की, गौरा के तुम लाल प्रभु जी, अजब की शान तुम्हारी, सबसे पहले पुजू तुमको, पूजे दुनिया सारी, मोरे गणराजा जी, हो मै तो बलिहारी जाऊं तेरे नाम की ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...