Nachenge Nachenge Sare Bhole Ki Barat Mein (नाचेंगे नाचेंगे सारे भोले की बारात में: शिव भजन)


Nachenge Nachenge Sare Bhole Ki Baraat Mein,
Shukr Sanichar Brahma Vishnu Aaye Saath Mein,
Nachenge Nachenge Sare Bhole Ki Baraat Mein ॥
Bhole Ka Shringar Sare Jag Se Nirala Hai,
Gale Mein Naag Nar Mundon Ki Bhi Mala Hai,
Nandi Pe Sawar Shiv Trishul Haath Mein,
Nachenge Nachenge Sare Bhole Ki Baraat Mein ॥

Bhole Ji Ke Gan Sare Damaru Bajaenge,
Bhoot Aur Pret Milake Nache Aur Gaenge,
Devata Bhi Kare Sabhi Hasi Hasi Baat Mein,
Nachenge Nachenge Sare Bhole Ki Baraat Mein ॥

Asa Dulha Dekh Band Sahar Aor Bajar Huye,
Thali Phek Ke Bhagi Maina Naina Jab Char Huye,
Goura Ko Na Dungi Main Ase Halat Mein,
Nachenge Nachenge Sare Bhole Ki Baraat Mein ॥
BhaktiBharat Lyrics

Shankar Ji Ne Apana Pyara Roop Dikhaya Hai,
Maina Aor Himachal Ko Biswas Phir Aaya Hai,
Bhulan Tyagi Baith Gaye Santon Ki Jamat Mein,
Nachenge Nachenge Sare Bhole Ki Baraat Mein ॥
नाचेंगे नाचेंगे सारे भोले की बारात में: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
नाचेंगे नाचेंगे सारे भोले की बारात में, शुक्र सनीचर ब्रह्मा विष्णु आए साथ में, नाचेंगे नाचेंगे सारे भोले की बारात में ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

Other Popular Nachenge Nachenge Sare Bhole Ki Barat Mein Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani. Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye