Namo Namo Hey Bhole Shankara ( नमो नमो हे भोले शंकरा - भजन)


Maine Paya Nasha Hai,
Mera Bas Tujhme,
Mere Bhole Mere Bhole,
Chod Chinta Mili Hun,
Main To Bas Tumse,
Mere Bhole Mere Bhole,
Namo Namo Hey Bhole Shankara,
Shankara Bhole Shankara ॥
Mainne Shankho Se Arjee Hai Bheji Tujhe,
Puri Masti Mein Dubi Main Pujun Tujhe,
Tune Barasai Ganga Yahaan Sab Pe,
Roj Darshan Kiya Hai,
Tera Mainne Mujhame,
Namo Namo Hey Bhole Shankara,
Shankara Bhole Shankara ॥

Damaru Pe Ye Naache Maan Aise,
Mil Jata Hun Mujhase Main Jaise,
Shiv Tere Hai Rang Hajaaron,
Ek Rang Mein Dekhun Kese,
Meri Kismat Ka Chanda,
Hay Tere Sar Pe,
Mere Bhole Mere Bhole,
Namo Namo Hey Bhole Shankara,
Shankara Bhole Shankara ॥

Maine Paya Nasha Hai,
Mera Bas Tujhme,
Mere Bhole Mere Bhole,
Chod Chinta Mili Hun,
Main To Bas Tumse,
Mere Bhole Mere Bhole,
Namo Namo Hey Bhole Shankara,
Shankara Bhole Shankara ॥
नमो नमो हे भोले शंकरा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मैंने पाया नशा है, मेरा बस तुझमे, मेरे भोले मेरे भोले, छोड़ चिंता मिली हूँ, मैं तो बस तुझमे, मेरे भोले मेरे भोले, नमो नमो हे भोले शंकरा, शंकरा भोले शंकरा ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Tum Bhi Bolo Ganpati Aur Hum Bhi Bole Ganpati

Maaniye Pahale Gajanan, Gajvadan Hey Ganapati, Jisne Bhi Dil Se Pukara, Dukhharan Hey Ganpati, Jisne Bhi Dil Se Pukara, Dukhharan Hey Ganpati, Tum Bhi Bolo Ganpati, Aur Hum Bhi Bole Ganpati ॥

Apna Hai Seth Ganpati Lala

Apna Hai Seth Ganpati Lala, Shiv Shankar Sut Dev Ganapati, Devo Mein Balakare, Sabase Pahale Tera Sumiran, Karati Duniya Sari, Devo Mein Dev Hai Niraala, Apna Hai Seth Ganpati Lala ॥

Gauri Ke Ladle

Gauri Ke Ladle, Mahima Teri Mahan, Karta Hai Sabse Pahale, Pooja Teri Jahan, Gauri Ke Ladle, Mahima Teri Mahan ॥

Padharo Mhare Angana Ji

Aao Aao Ganpati Maharaj, Padharo Mhare Angna Ji, Kabse Rasta Rahe Hai Nihar, Kabse Rasta Rahe Hai Nihar, Padharo Mhare Angna Ji, Aao Aao Ganpati Maharaj, Padharo Mhare Angna Ji ॥