Nirale Shambhu Ko Bigdi Bana Dena Bhi Aata Hai (निराले शम्भु को बिगड़ी, बना देना भी आता है - भजन)


Nirale Shambhu Ko Bigdi,
Bana Dena Bhi Aata Hai ॥
Shlok – Gurur Brahma Gurur Vishnu,
Gurur Devo Maheshwarah,
Gurur Sakshat Param Brahm,
Tasmai Shri Guruve Namah ॥

Twameva Mata Cha Pita Twameva,
Twameva Bandhushch Sakha Twameva,
Twameva Vidya Dravinam Twameva,
Twameva Sarvam Mam Deva Deva ॥

Karpoor Gauram Karunaavataaram,
Sansaar Saaram Bhujgendra Haaram,
Sada Vasantam Hridayaaravinde,
Bhavam Bhavani Sahitam Namami ॥

Nirale Shambhu Ko Bigdi,
Bana Dena Bhi Aata Hai,
Padi Majdhar Mein Naiya,
Khiva Dena Bhi Aata Hai,
Niralen Shambhu Ko Bigdi,
Bana Dena Bhi Aata Hai ॥

Rahe Vo Mast Bhangiya Mein,
Gale Sarpo Ki Mala Hai,
Gale Sarpo Ki Mala Hai,
Unhen Khoi Hui Kismat,
Jaga Dena Bhi Aata Hai,
Niralen Shambhu Ko Bigdi,
Bana Dena Bhi Aata Hai ॥

Viraje Aap Parvat Par,
Aneko Gadh Hai Bhole Ke,
Aneko Gadh Hai Seva Mein,
Unhi Mein Rahate Bhole Ko,
Suno Anand Aata Hai,
Niralen Shambhu Ko Bigdi,
Bana Dena Bhi Aata Hai ॥

Suna Shiv Bhakto Ke Data,
Naye Nit Khel Karte Hai,
Naye Nit Khel Karte Hai,
Diya Vardan Bhasma Ko,
Jala Dena Bhi Aata Hai,
Niralen Shambhu Ko Bigdi,
Bana Dena Bhi Aata Hai ॥

Tumhare Bhakto Ne Bhole,
Tumhe Hardam Pukara Hai,
Tumhe Hardam Pukara Hai,
Khushi Se ‘Dinesh’ Tere Ko,
Manane Aaj Aata Hai,
Niralen Shambhu Ko Bigdi,
Bana Dena Bhi Aata Hai ॥

Nirale Shambhu Ko Bigdi,
Bana Dena Bhi Aata Hai,
Padi Majdhar Mein Naiya,
Khiva Dena Bhi Aata Hai,
Niralen Shambhu Ko Bigdi,
Bana Dena Bhi Aata Hai ॥
निराले शम्भु को बिगड़ी, बना देना भी आता है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
निराले शम्भु को बिगड़ी, बना देना भी आता है, पड़ी मजधार में नैया, खिवा देना भी आता है, निरालें शम्भु को बिगड़ी, बना देना भी आता है ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Meri Vinti Suno Hanuman Sharan Teri Aaya Hun

Meri Vinati Suno Hanuman, Sharan Teri Aaya Hun, Aaya Hun Ji Aaya Hun, Sharan Teri Aaya Hun,
Pat Rakhna Daya Nidhan, Sharan Teri Aaya Hun, Meri Vinati Suno Hanuman, Sharan Teri Aaya Hun ॥

Japte Hai Ram Ki Mala Hanuman

Japte Hai Ram Ki Mala Mala, Ram Dulare Hanuman ॥