Nirale Tere Khel Nirale Dam DamDamru Wale (निराले तेरे खेल निराले डम डम डमरू वाले: शिव भजन)


Kahi Jagat Mein Raat Andheri Kahi Hai Din Ke Ujale,
Nirale Tere Khel Nirale Dam DamDamru Wale ॥
Cham Cham Chamke Shish Pe Tere Vo Chanda Hai Nirala,
Kaan Kundal Pahane Bhole Jata Mein Gang Ki Dhara,
Gal Mein Munda Ki Mala Sohe Naag Bhayankar Kale,
Nirale Tere Khel Nirale Dam DamDamru Wale ॥

Tu Hi Sarveswar Hai Bole Tu Hi Adardani,
Yachak Teri Duniya Sari O Bhaghambar Dhari,
Bhakt Tumhari Aash Lagaye Kar De Vare Nyare,
Nirale Tere Khel Nirale Dam DamDamru Wale ॥
BhaktiBharat Lyrics

Bhasma Sur ki Dekh Tapasya Shambhu Ne Var De Dala,
Shiv Ki Shakti Ke Piche Bhage Re Damru Wala,
Usi Samye Vishnu Ji Ne Mohani Roop Bana Dala,
Paapi Hua Bhasam Apane Hatho Shiv Ke Lage Jay Kare,
Nirale Tere Khel Nirale Dam DamDamru Wale ॥
निराले तेरे खेल निराले डम डम डमरू वाले: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
कही जगत मे रात अन्देरी कही है दिन के उजाले, निराले तेरे खेल निराले डम डम डमरू वाले ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..