O shankar Mere Kab Honge Darshan Tere (ओ शंकर मेरे, कब होंगे दर्शन तेरे - भजन)


O Shankar Mere,
Kab Honge Darshan Tere,
Jeevan Path Par Shaam Savere,
Jeevan Path Par Shaam Savere,
Chaye Hai Ghanghor Andhera,
O Shankar Mere,
Kab Honge Darshan Tere ॥
Main Murakh Tu Antaryami,
Main Murakh Tu Antaryami,
Main Sevak Tu Mera Swami,
Main Sevak Tu Mera Swami,
Kaho Mujhse Nata Joda,
Maan Choda Mandir Bhi Choda,
Kitni Dur Lagaye Tune,
Ja Kailash Pe Dera,
O Shankar Mere,
Kab Honge Darshan Tere ॥

Tere Dwar Pe Jyot Jagate,
Tere Dwar Pe Jyot Jagate,
Yug Bite Tere Gun Gaate,
Yug Bite Tere Gun Gaate,
Na Mangu Main Hire Moti,
Mangu Bas Thodi Si Jyoti,
Khali Haath Na Jaunga Mein,
Data Dwar Se Tere,
O Shankar Mere,
Kab Honge Darshan Tere ॥

O Shankar Mere,
Kab Honge Darshan Tere,
Jeevan Path Par Shaam Savere,
Jeevan Path Par Shaam Savere,
Chaye Hai Ghanghor Andhera,
O Shankar Mere,
Kab Honge Darshan Tere ॥
ओ शंकर मेरे, कब होंगे दर्शन तेरे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ओ शंकर मेरे, कब होंगे दर्शन तेरे, जीवन पथ पर शाम सवेरे, जीवन पथ पर शाम सवेरे, छाए है घनघोर अँधेरे, ओ शंकर मेरें, कब होंगे दर्शन तेरे ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..