Pratham Pujya Hai Sab Devo Mein (प्रथम पूज्य है सब देवो में: भजन)


Pratham Pujya Hai Sab Devo Mein,
Jane Duniya Sari Jai Ho Ganpati Gaj Mukh Dhari,
Aap Nirale Aor Aap Chavi Hai Sabse Nyari,
Jai Ho Ganpati Gaj Mukh Dhari ॥
Girija Maa Ke Pyare Hai Shiv Shankar Ke Dulare Hai,
Roop Chatur Bhuj Dhari Sare Kaaj Sawar Hai,
Aan Padharo Aaj Sabha Mein Karke Mush Sawari,
Jai Ho Ganpati Gaj Mukh Dhari ॥

Asa Jamun Khate Hai Ladduvan Bhog Lagate Hai,
Sare Vighna Mitate Hai Vighneswar Kahalate Hai,
Oh Bhay Hari Ho Subha Kari Mahima Aap Ki Pyari,
Jai Ho Ganpati Gaj Mukh Dhari ॥
BhaktiBharat Lyrics

Jo Bhi Dyan Lagate Hai Maan Banchita Phal Pate Hai,
Sradha Se Jo Manate Hai Karya Saphal Ho Jate Hai,
Charan Kamal Pe Vivek Pada Hai,
Sun Lo Arja Hamari,
Jai Ho Ganpati Gaj Mukh Dhari ॥
प्रथम पूज्य है सब देवो में: भजन - हिन्दी में पढ़ें
प्रथम पूज्य है सब देवो में, जाने दुनिया सारी जय हो गणपति गज मुख धारी, आप निराले और आप छवि है सबसे न्यारी, जय हो गणपति गज मुख धारी ॥
Bhajan Diwali Lakshmi Ganesh Puja BhajanVighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Dekho Pawan Param Shri Ram Ke Charan

Dekho Pawan Param Shri Ram Ke Charan, Shri Ram Ke Charan, Prabhu Ram Ke Charan, Dekhon Pawan Param Shri Ram Ke Charan ॥

Ram Tumhara Naam

Ram Tumhara Naam, Sukhon Ka Saar Hua, Ram Lehar Main Jo Dooba, Bas Wo Hi Par Hua..

Gira Ja Raha Hu Utha Lo

Prabhu Apane Dar Se, Ab to Na Taalo, Gira Ja Raha Hoon, Utha Lo Utha Lo, Khali Na Jata Koi Dar Se Tumhare..