Purab Se Jab Suraj Nikle (पूरब से जब सूरज निकले - भजन)


Purab Se Jab Suraj Nikle,
Sinduri Ghan Hai,
Pawan Ke Pag Main Nupur Baje,
Mayur Maan Mera Gaye,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay ॥
Pushpa Ki Maala Thal Sajaun,
Gangajal Bhar Kalash Main Laun,
Nab Jyoti Ke Deep Main Jalaun,
Charonon Main Nit Main Shish Jhukaun,
Bhav Bibhor Hoke Bhakti Main,
Rom Rom Ram Jaye,
Maan Mera Gaye,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay ॥

Abhayankar Shankar Abhinashi,
Main Tere Darshan Ki Abhilashi,
Janmo Ki Puja Ki Pyasi,
Mujhpe Karna Krupa Jarasi,
Tere Siwa Mere Prano Ki,
Aur Koi Na Bhaye,
Maan Mera Gaye,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay ॥

Purab Se Jab Suraj Nikle,
Sinduri Ghan Hai,
Pawan Ke Pag Main Nupur Baje,
Mayur Maan Mera Gaye,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay ॥
पूरब से जब सूरज निकले - भजन - हिन्दी में पढ़ें
पूरब से जब सूरज निकले, सिंदूरी घन छाए, पवन के पग में नुपुर बाजे, मयूर मन मेरा गाये, मन मेरा गाये, ॐ नमः शिवाय, ॐ नमः शिवाय, ॐ नमः शिवाय, ॐ नमः शिवाय ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Purab Se Jab Suraj Nikle Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Maa Sherawaliye Tera Sher Aa Gaya

Maa Sherawaliye, Tera Sher Aa Gaya, Apne Khoon Se Nahlane, Tera Beta Aa Gaya

Jara Phool Bicha Do Aangan Mein Meri Maiya Aane Wali Hai

Jara Phool Bicha Do Aangan Mein, Meri Maiya Aane Wali Hai, Meri Maiya Aane Wali Hai, Meri Maiya Aane Wali Hai, Jara Phool Bicha Do Aangan Mein, Meri Maiya Aane Wali Hai ॥

Aate Hain Har Saal Navrate Mata Ke

Aaye Navaratre Maata Ke, Aaye Navaratre Maata Ke, Aate Hai Har Saal Navarate Maata Ke,
Aaye Navaratre Maata Ke, Jay Ho Navaratre Maata Ke, Main Puju Har Baar Navaratre Maata Ke ॥

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo