Rahte Ujjain Me Baba Mahakal (रहते उज्जैन में बाबा महाकाल - भजन)


Rahate Ujjain Mein Baba Mahakal
Karate Bhakton Ko Hai Bhakti Se Nihal
Bhakti Mein Teri Hua Malamal
Rahate Ujjain Mein Baba Mahakal ॥
1) Bhole Is Jeevan Ka, Tu Hi Hai Aadhar
Duniyan Deti Dhokha, Tu Hi Leta Sambhal 2
Mera Abhiman Tu, Tuhi Swabhiman
Karte Bhakton Ko Hai Bhakti Se Nihal
Bhakti Mein Teri Hua Malamal
Rahate Ujjain Mein Baba Mahakal ॥

2) Achchha Hoon Bura Hoon Par Hoon Main Tera Laal
Bhole Ki Chaukhat Ka Main Hoon Sewadar 2
Teri Seva Mein Hi Beete Subaho Sham
Karate Bhakton Ko Hai Bhakti Se Nihaal
Bhakti Mein Teri Hua Malamal
Rahate Ujjain Mein Baba Mahakal ॥

3) Ujjaini Hai Vikram Ki Pyari Vo Nagri
Shipra Tat Mahakal Sang Raaje Harsiddhi 2
Bhole Bhakto Par to, Rahate Hain Dayal
Karte Bhakton Ko Hai Bhakti Se Nihal
Bhakti Mein Teri Hua Malamal
Rahate Ujjain Mein Baba Mahakal ॥
रहते उज्जैन में बाबा महाकाल - भजन - हिन्दी में पढ़ें
रहते उज्जैन में बाबा महाकाल, करते भक्तों को है भक्ति से निहाल, भक्ति में तेरी हुआ मालामाल, रहते उज्जैन में बाबा महाकाल ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSonu Nigam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Maine Tere Hi Bharose Hanuman

Maine Tere Hi Bharose Hanuman, Sagar Main Naiya Daal Dae ॥

Haye Haye Rasik Rasiya Nahi Lage Jiya

Hay Hay Rasik Rasiya, Nahin Lage Tere Bin Jiya — Haye Haye, O Tune Pagal Banaya, Aisa Chakkar Chalaya, Jane Kaisa Sitam Kar Diya, Hay Hay Hay Hay, Hay Hay Rasik…………॥

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...