Sancho Tharo Naam Hai Sancho Darbaar Hain (सांचों थारो नाम हैं सांचों दरबार हैं - भजन)


Rani Sati Maiya Sanchon Tharo Naam Hain Sanchon Darbar Hain
Thare Hi Bharose Mharo Puro Parivar Hain
Tharo Roop Yo Man Move Chunar Mathe Pe Hai Sove
Mathe Pe Bindiya Laal Nainno Me Kajro Yo Sove
Laage Suhano Tharo Adbhoot Sringar Hai
Thare Hi Bharose Mharo Puro Parivar Hai

Hantha Ma Hai Chunda Naak Mein Nathani Yo Damke
Donno Hathon Mein Mehandi Lagi
Paon Mein Payaliyo Chhankai
Aakhyan Se Chhalkai Tharo Pyar Beshumar Hai
Thare Hi Bharose Mharo Puro Parivar Hain

Hilmil Sagla Aave Maiya Thari Jyot Jagavai Hain
Poonam Ya Araj Kare Charanan Ma Sheesh Jhukav Hai
Dhok Lagavan Haan Mhen Subah Aur Sham Maan
Tharai Hi Bharose Mharo Puro Parivar Hain
सांचों थारो नाम हैं सांचों दरबार हैं - भजन - हिन्दी में पढ़ें
राणी सती मैया सांचों थारो नाम हैं सांचों दरबार हैं, थारे ही भरोसे म्हारो पुरो परिवार हैं
Bhajan Rani Sati BhajanDevi Durga BhajanRani Sati Dadi BhajanNavratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Rani BhajanMata Ki Chauki Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Main Too Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charanan Main

Main to Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charnan Mein । Kishori Tere Charanan Mein,..

Karke Isharo Bulaye Gayi Re

Bhakti Bharat is bringing you a devotional song cherished by Indresh-ji; here are the lyrics.. karke isharo bulaye gai re, barsane ki chhori radha gori gori

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis NeGaya Hai

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis Ne Gaya Hai, Banke Bihari Ne Use Apana Banaya Hai, Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥

Basale Maan Mandir Me Ram

Basale Man Mandir Mein Ram, Banenge Bigde Tere Kaam, Basalen Man Mandir Mein Ram, Basalen Man Mandir Mein Ram ॥

O Ram Ji Tere Bhajan Ne Bada Sukh Dina

O Ramji Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Ye Duniya Diwani, Do Din Ki Kahani, Pal Do Pal Ka Hai Jina, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina ॥