Sanwara Jab Mere Sath Hai (सांवरा जब मेरे साथ है - भजन)


Sanwara Jab Mere Sath Hai,
Humko Darne Ki Kya Baat Hai ।
Iske Rahte Koi Kuch Kahe,
Bolo Kiski Yah Aukat Hai ॥
Chhaye Kali Ghatae to Kya,
Iski Chhatri Ke Niche Hoon Main ।
Aage Aage Yah Chalta Mere,
Mere Malik Ke Pichhe Ham Main ।
Isne Pakda Mera Haath Hai,
Mujhko Darne Ki Kya Baat Hai ॥

Iski Mahima Ka Varnan Karoo,
Meri Vani Mein Vo Dam Nahin ।
Jab Se Iska Sahara Mila
Phir Satae Koi Gam Nahin ।
Baba Karta Karamat Hai
Humko Darne Ki Kya Baat Hai ॥

Kyon Main Bhatku Yahan Se Wahaan
Iske Charnon Mein Hai Baithna ।
Jhoothe Swarth Ke Rishte Sabhi,
Kahna Se Hai Rishta Bana ।
Ye Karta Mulakat Hai,
Humko Darne Ki Kya Baat Hai ॥

Jahan Anad Ki Lagti Jhadi,
Aisi Mahafil Sajata Hai Ye ।
‘binnu’ Kyon Na Deewana Bane,
Aise Jalve Dikhata Hai Ye ।
Dil Churane Mein Bikhyat Hai,
Humko Darne Ki Kya Baat Hai ॥

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
सांवरा जब मेरे साथ है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सांवरा जब मेरे साथ है, हमको डरने की क्या बात है । इसके रहते कोई कुछ कहे, बोलो किसकी यह औकात है..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanFalgun Mela Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Oh Bajrang Bala Charno Se Laga Lo Ji

Oh Bajrang Bala Charno Se Laga Lo Ji, Tere Bina Main Kuch Nahi Baba Sab Kuch Tujhse Hi, Oh Bajrang Bala Charno Se Laga Lo Ji ॥

Saja Hai Pyara Darbar Baba Ka

Saja Hai Pyara Darabar Baba Ka, Bhakton Ne Milakar Ke Kiya Hai, Shrrngar Baba Ka, Saja Hain Pyaara Darabar Baba Ka, Lage Hai Nyara Darabar Baba Ka ॥

Sunte Sabki Pukar Hanuman Ji

Sunate Sabaki Pukaar, Jo Bhi Shraddha Aur Prem Se Hai, Aata Inake Dwar, Bolo Jayakaar,
Jay Bajarangi Bolo Ji Bolo, Jay Bajarangi ॥

Mere Balaji Sarkar Ke To Rang Nirale Hai

Mere Balaji Sarkar, Ke To Rang Nirale, Daya Drusthi Karte Sab Par, Mehendipur Wale Hai, Mere Balaji Sarkar,
Ke To Rang Nirale ॥

Bajrang Bala Bada Ho Matwala

Bajarang Bala Bada Ho Matawala, Mhe Phera Thaari Maala, Lago Ho Manabhawana, Aavo Aavo Ni,
Balaji Mhare Aangana ॥