Sar Par Rakh Do Haath Mere Mahakal Maharaj (सर पे रख दो हाथ मेरे महाकाल महाराज: भजन)


Shambhu Shambhu Naam Tera Jab Leta Hun,
Ek Pal Mein Hi Sari Sadiyan Jita Hun,
Jahar Diya Hai Duniya Walon Ne Hardam,
Lekin Mein Shiv Naam Ka Amrit Pita Hun,
Sar Pe Rakh Do Haath Mere Mahakal Maharaj ॥
Shambhu Bina Jag Suna Lage,
Aash Milan Ki Maan Mein Jage,
Chahe Jitna Rokun Isko,
Pagal Maan Ujjen Hi Bhage,
Mujhe Bula Lo Paas,
Mere Mahakal Maharaj,
Sar Pe Rakh Do Haath Mere Mahakal Maharaj ॥

Chod Jagat Ko Tumko Chahun,
Har Dam Tere Laad Ladaun,
Tumko Pane Ki Khatir Main,
Puri Duniya Se Lad Jaun,
Rahana Mere Saath Mere Mahakal Maharaj,
Sar Pe Rakh Do Haath Mere Mahakal Maharaj ॥
BhaktiBharat Lyrics

Mera Pahala Ishq Tumhi Ho,
Ankhon Ka Har Ashk Tumhi Ho,
Meri Har Ek Baat Tumhi Ho,
Yaadon Ki Barat Tumhi Ho,
Jivan Ki Sukhi Bagiya Mein,
Karuna Ki Barsat Tumhi Ho,
Sar Pe Rakh Do Haath Mere Mahakal Maharaj ॥
सर पे रख दो हाथ मेरे महाकाल महाराज: भजन - हिन्दी में पढ़ें
शंभू शंभू नाम तेरा जब लेता हूं, इक पल में ही सारी सदियां जीता हूं, जहर दिया है दुनियां वालों ने हरदम, लेकिन मैं शिव नाम का अमृत पीता हूँ, सर पे रख दो हाथ मेरे महाकाल महाराज ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Aayo Faganiyo Albelo

Aayo Phaganiyo Alabelo, Baba Shyam Dhani Ko Melo, Chalyo Bhagata Ko Yo Relo, Khatu Shyam Ji, O Khatu Dham Ji ॥

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo Shyam Sahara Milta Hai

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo, Shyam Sahara Milta Hai, Rota Hai Koi Shyam Ka Premi...

Sara Barsana Tera Deewana Hua

Teri Murli Ki Dhun, Humne Jabse Suni, Sara Barsana Tera Deewana Hua, Mili Tumse Najar, Meri Jab Saanware, Ye Dil Bhi Humara Begana Hua ॥