Sawan Ka Mahina Bhakto (सावन का महीना भक्तों - भजन)


sawan ka mahina bhakton
sawan ka, mahina bhakton,
hamen, bhole ko, manana hai ॥
bhole ko, manana hamen,
shankar ko, manana hai ॥
sawan ka, mahina bhakton...
bhole, teri jataon men, ganga badi pyari hai ॥
bhole teri, ganga men, hum sabko nahana hai ॥
sawan ka, mahina bhakton...

bhole, tere mathe par, chanda bada pyara hai ॥
bhole tere, chanda se, sara jag ujiyara hai ॥
sawan ka, mahina bhakton...

bhole, tere gale men, naag bada pyara hai ॥
bhole tere, naag ko, hamen doodh pilana hai ॥
sawan ka, mahina bhakton...

bhole, tere hathon men, damru bada pyara hai ॥
bhole tere, damru par, hum sabko nachana hai ॥
sawan ka, mahina bhakton...

bhole, tere sang men, gaura badi pyari hai ॥
bhole teri, gaura ko, hamen phoolon se sajana hai ॥
sawan ka, mahina bhakton...
Bhaktibharat Lyrics

bhole, teri godi men, ganpati bada pyara hai ॥
bhole tere, ganpati ko, hamen sheesh jhukana hai ॥
sawan ka, mahina bhakton...

bhole, tere pairon men, ghungharu bade pyare ॥
bhole tere, dware pe, nandi bada pyara hai ॥
sawan ka, mahina bhakton...
सावन का महीना भक्तों - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सावन का, महीना भक्तों, हमें, भोले को, मनाना है ॥ भोले को, मनाना हमें, शँकर को, मनाना है ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanBhole Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥

Girija Ke Chheya Ganpati Tumhe Pukaru

Girija Ke Chheya, Ganpati Tumhe Pukaru, Poojun Main Tumhe, Aarati Teri Utarun, Girija Ke Chheya ॥

Mahalaxmi Jaap Karo

Mahalakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam, Ashta Lakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam

Mere Mohan Tera Muskurana

Mere Mohan Tera Muskurana, Bhool Jaane Ke Kabil Nahin Hai, Chot Khayee Hai Jo Mainne Dil Mein, Vo Dikhane Ke Kabil Nahin Hai