Shankar Ka Damru Baje Re (शंकर का डमरू बाजे रे: शिव भजन)


Shankar Ka Damru Baje Re,
Kailashpati Shiv Nache Re ॥
Jatajut Mein Nache Ganga,
Shiv Mastak Par Nache Chanda,
Nache Basuki Nilkanth Par,
Nageswar Gal Saje Re,
Shankar Ka Damru Baje Re,
Kailashpati Shiv Nache Re ॥

Shish Mukut Sohe Ati Sundar,
Nach Rahe Kanan Mein Kundal,
Kangan Nupur Charm Odhani,
Bhasm Digambar Raje Re,
Shankar Ka Damru Baje Re,
Kailashpati Shiv Nache Re ॥

Kar Trishul Kamandal Saje,
Dhanush Ban Kandhe Pe Nache,
Baje Madhup Mrdang Dhol Daph,
Sankh Nagara Baje Re,
Shankar Ka Damru Baje Re,
Kailashpati Shiv Nache Re ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tinalauk Damaru Jab Baje,
Dam Dam Dam Dam Ki Dhyani Gaje,
Brahma Nache Vishnu Nache,
Anahad Ka Swar Gaje Re,
Shankar Ka Damru Baje Re,
Kailashpati Shiv Nache Re ॥
शंकर का डमरू बाजे रे: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
शंकर का डमरू बाजे रे, कैलाशपति शिव नाचे रे ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSomvati Amavasya BhajanTeej BhajanHariyali Teej BhajanHaritalika Teej Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chhoti Si Meri Parvati

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se..

Ek Din Maiya Parvati Bhole Se Lagi Kehne

Ek Din Maiya Parvati, Bhole Se Lagi Kehne, Mujhko Bhi Ghadava Do Mere Swami, Sone Ke Gahane ॥

Choti Si Meri Parvati Shankar Ki Puja Karti Thi

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se, Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi..

Parvati Tera Bhola Jagat Me Sabse Nirala Hai

Parvati Tera Bhola, Jagat Mein Sabse Nirala Hai । Jo Mai Hoti Ganga Jaisi

Har Har Shambhu

Har Har Shambhu Shambhu Shambhu Shambhu Shiv Mahadeva, Shambhu Shambhu Shambhu Shambhu Shiv Mahadeva..