Shiv Bhola Bhandari (शिव भोला भंडारी - भजन)


Shiv Bhola Bhandari,
Sukh Ka Tyohar,
Mile Damru Ke Taal,
Sukh Ka Tyohar,
Mile Damru Ke Taal,
Kare Dukh Pida Paar Jatadhari,
Shiv Bhola Bhandari,
Shiv Bhola Bhandari ॥

Omkareshwar… Bam Bam Bhole,
Nilakantheswar… Bam Bam Bhole,
Kedareshwar… Bam Bam Bhole,
Jai Shivashankar… Bam Bam Bhole,
Jai Shiv Shambho… Bam Bam Bhole,
Jai Tripurari… Bam Bam Bhole,
Shankhnaad Trinidad Baje,
Bhasmlep Shringar Bhi Saje,
Jata Mukut Par Ganga Viraje,
Babam Bam Babam Bhole,
Krodh Kop Surahi Bhaybheet,
Vyaghravastr Rudraksha Sahit,
Daan Tera Vardan Niheet,
Babam Bam Babam Bhole,
Shiv Bhola Bhandari,
Shiv Bhola Bhandari ॥

Kan Kan Mein Hai Tera Basera,
Nain Na Jisko Tu Ujiyara,
Sukh Ki Ahat Aas Bhi Tu Hai,
Bujhne Na Paaye Vo Pyaas Bhi Tu Hai,
Tuhi Mera Ram Bhole Tuhi Ghanshyam,
Tuhi Mera Ram Bhole Tuhi Ghanshyam,
Din Raat Jaap Mein Maine Hai Gujari,
Shiv Bhola Bhandari,
Shiv Bhola Bhandari ॥
शिव भोला भंडारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सुख का त्योहार, मिले डमरू के ताल, सुख का त्योहार, मिले डमरूके ताल, करे दुख पिडा पार जटाधारी, शिव भोला भंडारी, शिव भोला भंडारी ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanArijit Singh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Radhe Pooch Rahi Tulsa Se

Radhe Puchh Rahi Tulsa Se, Tulsa Kahan Tera Sasural । Kahan Tera Sasural Tulsa, Kaun Tere Bhartaar ।

Hey Ram, Hey Ram !

Hey Raam, Hey Raam, Jag Mein Sacho Tero Naam, Hey Raam, Hey Raam, Tu Hee Mata, Tu Hee Pita Hai

Main Nahi Mera Nahi Ye Tan

Main Nahin, Mera Nahin, Yah Tan Kisi Ka Hai Diya । Jo Bhi Apne Paas Hai..

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhajan

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhole Baba Ji Ki Ankhon Ke Tare | Prabhu Sabha Bich Mein Aa Jaana Aa Jaana

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..