Shiv Hi Aadhar Hai Saare Sansar Ke (शिव ही आधार है सारे संसार के - भजन)


Shiv Hi Aadhar Hai Saare Sansar Ke,
Gyani Logo Se Jakar Pata Kijiye,
Chakr Aavagaman Ka Ye Ruk Jaega,
Bhole Mahadev Ki Archana Kijiye,
Shiv Hi Aadhar Hai Saare Sansar Ke,
Gyani Logo Se Jakar Pata Kijiye ॥
Maan Jo Kamna Hai Wo Mil Jayegi,
Aur Muradon Ki Bagiya Bhi Khil Jaegi,
Shiv Charnon Mein Apna Jhukakar Ke Sar,
Bhole Bhandari Se Prathana Kijiye,
Shiv Hi Aadhar Hai Saare Sansar Ke,
Gyani Logo Se Jakar Pata Kijiye ॥

Liye Bhakto Jab Sankat Ki Aae Ghadi,
Aur Musibat Koi Samne Ho Khadi,
Us Samay Dhyan Dhar Bhole Bhandari Ka,
Ye Jaruri Hai Sumiran Kiya Kijiye,
Shiv Hi Aadhar Hai Saare Sansar Ke,
Gyani Logo Se Jakar Pata Kijiye ॥

Dekhana Naino Ki Jyoti Bad Jayegi,
Roshni Mein Kabhi kabhi Na Ayegi,
Ye Karishma Tabhi Hoga Ai Saathiyon,
Roj Bhole Ke Darshan Kiya Kijiye,
Shiv Hi Aadhar Hai Saare Sansar Ke,
Gyani Logo Se Jakar Pata Kijiye ॥

Wo Hai Umapati Wo Hai Girijaswami,
Shiv Bole Ki Ardhangini Parvati,
Inaka Varnan Agar Janana Hoto Phir,
Ved Aur Shashtro Ko Padha Kijiye,
Shiv Hi Aadhar Hai Saare Sansar Ke,
Gyani Logo Se Jakar Pata Kijiye ॥

Shiv Hi Aadhar Hai Saare Sansar Ke,
Gyani Logo Se Jakar Pata Kijiye,
Chakr Aavagaman Ka Ye Ruk Jaega,
Bhole Mahadev Ki Archana Kijiye,
Shiv Hi Aadhar Hai Saare Sansar Ke,
Gyani Logo Se Jakar Pata Kijiye ॥
शिव ही आधार है सारे संसार के - भजन - हिन्दी में पढ़ें
शिव ही आधार है सारे संसार के, ज्ञानी लोगो से जाकर पता कीजिए, चक्र आवागमन का ये रुक जाएगा, भोले महादेव की अर्चना कीजिये, शिव ही आधार हैं सारे संसार के, ज्ञानी लोगो से जाकर पता कीजिए ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Shiv Hi Aadhar Hai Saare Sansar Ke Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Mere Bhole Ki Fauj

Bam Bam Bam Bhole Bam Bam Bam, Is Sawan Karegi Mauj, Mere Bhole Ki Fauj

Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye

Sita Raam Sita Raam, Sitaraam Kahiye, Jaahi Vidhi Raakhe Raam, Taahi Vidhi Rahiye ।

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Ram Ras Barsyo Re, Aaj Mahre Angan Main

Ram Ras Barsyo Ri, Aaj Mhare Angan Mein । Jag Gaye Sab Soye Sapne, Sabhi Paraye Ho Gaye Apne

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini