Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo (शिव जी भुला रहे है शिव धाम को चलो: शिव भजन)


Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo,
Ghat Bhar Ke Ganga Jai Se Kavad Liye Bharo,
Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo ॥
Bhagwan Shiv Ki Mahima Jag Mein Bahut Badi Hai,
Shiv Dwar Jo Bhi aata Bigadi Sabki Bani Hai,
Mandir Ki Sari Sidhiyan Bam Bol Ke Chalo,
Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo ॥

Shiv Pooja Hum Karenge Shiv Dhyan Hum Karenge,
Kavadiyan Ki Tapasya Shiv Ji Se Hum Karenge,
Shiv Ji To Mahadani Hai Charnon Mein Gir Pado,
Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo ॥
BhaktiBharat Lyrics

Shiv Naam Ki Jo Kavad Kandhe Utha Chale Hai,
Duniya Ki Sari Khusiya Jholi Mein Pa Gaye Hai,
Aawaj Maan Se Mukti Ka Aashis Shiv Se Lo,
Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo ॥
शिव जी भुला रहे है शिव धाम को चलो: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
शिव जी भुला रहे है शिव धाम को चलो, घट भर के गंगा जल से कावड़ लिए भरो, शिव जी भुला रहे है शिव धाम को चलो ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

Other Popular Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Chalo Man Ganga Yamuna Teer

Ganga Jamuna Nirmal Paani, Sheetal Hot Sharir, Chalo Man Ganga Jamuna Teer...

Ganga Ke Kinare Chale Jana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai, ganga Kinare Chale Jana, mudke Phir Nahin Aana

Shiv Ki Jata Se Barse Ganga Ki Dhar Hai

Shiv Ki Jata Se Barase, Ganga Ki Dhar Hai, Ganga Ki Dhar hai, Mahina Ye Sawan Ka Hai,
Chae Bahar Hai ॥

Mano Toh Main Ganga Maa Hun

Mano to Main Ganga Maa Hun, Na Mano to Bahata Pani, Jo Swarg Ne Di Dharti Ko, Mein Hun Pyar Ki Vahi Nishani