Shiv Ke Roop Mein Aap Viraje Bhola Shankar Nath Ji (शिव के रूप में आप विराजें, भोला शंकर नाथ जी - भजन)


Shiv Ke Roop Mein Aap Viraje,
Bhole Shankar Naath Ji ॥
Shloka – Saurashtra Somnath Ch,
Srishaile Mallikarjunam,
Ujjayin Mahakal,
Omkaram Mamleshwaram,
Paralyam Vaijnathan Ch,
DakiYanya Bhimashankaram,
Setubandhe Tu Ramesh,
Nagesham Darukavane,
Varanasya Tu Vishvesham,
Trimbakam Gautami Tate,
Himalayas and Kedars,
Dhrushnesham Ch Shivalaye ॥

Akashe Tarakam Lingam,
Patale Hatkeshwaram,
Mrityaloke Mahakalam,
Lingam Trio Namostute ॥

Shiv Ke Roop Mein Aap Viraje,
Bhole Shankar Naath Ji,
Sari Duniya Tumko Puje,
Maa Gaura Ke Saath ji,
Bol Bam Bol Bam,
Bol Bam Bam ॥

Sauraashtr Mein Somanath Ji,
Shree Shaile Malikarjunam,
Omakareshvar Mein Mamaleshvar,
Gomati Tat Mein Trambakeshvar,
Ujjain Mein Mahakal Svayambhu,
Kalon Ke Hai Kaal Ji,
Sari Duniya Tumko Puje,
Maa Gaura Ke Saath ji,
Bol Bam Bol Bam,
Bol Bam Bam ॥

Paralyan Mein Vaijanaath Hai,
Dakiyanya Mein Bheem Shankar,
Varaanasi Mein Vishveshm Hai,
Nageshan Darukavane,
Himaalay Mein Darshan Karalo,
Badri Kedaranaath Ji,
Sari Duniya Tumko Puje,
Maa Gaura Ke Saath ji,
Bol Bam Bol Bam,
Bol Bam Bam ॥

Amarnaath Mein Aate Baba,
Barphani Dene Darshan,
Ghrshneshvar Ke Divy Hai Darshan,
Chalo Chale Verul Shahar,
Samundr Tat Par Rameshwar Ko,
Puje The Shree Ram Ji,
Sari Duniya Tumko Puje,
Maa Gaura Ke Saath ji,
Bol Bam Bol Bam,
Bol Bam Bam ॥

Shiv Ke Roop Mein Aap Viraje,
Bhole Shankar Naath Ji,
Sari Duniya Tumko Puje,
Maa Gaura Ke Saath ji,
Bol Bam Bol Bam,
Bol Bam Bam ॥
शिव के रूप में आप विराजें, भोला शंकर नाथ जी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
शिव के रूप में आप विराजें, भोला शंकर नाथ जी, सारी दुनिया तुमको पूजे, माँ गौरा के साथ जी, बोल बम बोल बम, बोल बम बम ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tujhme Shiva Mujhme Shiva Tan Me Shiva Man Me Shiva

Nandi Pe Chali Hai Barat Bhole Ki, Sabse Alag Hai Yo Baat Bhole Ki, Are Shukar Nache Shanichar Nache, Sang Mein Bhoot Pishachar Nache, Dekh Le Tu Goraan Yo Thath Bhole Ki...

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Re

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Rai, Yo Khati Ka Chhaura Baba Tera Ho Gya Sai..

Michha Duniare Gotie Sata Jagannatha

Micha Duniare Gotie Sata (2), Jagannatha Se Mo jagannath (2)

Jai Jagannath Hamen Rahana Aapke Charanon Me

Shubh Shubh Din Aaya Shubh Ghadi, Jay Jagannath Se Goonja Aasmaan , Use Chaaron Dham Ka Punya Mila, Jo Karke Poorn Teri Parikrama