Shiv Shambhu Sa Nirala,
Koi Devta Nahi Hai,
Jesa Bhi Hai Damru Bala,
Koi Devta Nahi Hai ॥
Sar Pe Basi Hai Ganga,
Mathe Pe Chandrama Hai,
Nandi Ki Hai Sawari,
Ardhanini Uma Hai,
Gale Sarp Ki Hai Mala,
Koi Devta Nahi Hai,
Jesa Bhi Hai Damru Bala,
Koi Devta Nahi Hai ॥
Amrut Ki Kamna Se,
Sab Math Rahe Shivsagar,
Nikala Hai Usse Bis Jo,
Sab Pi Gaye Halalal,
Us Jahar Ko Pine Wala,
Koi Devta Nahi Hai,
Jesa Bhi Hai Damru Bala,
Koi Devta Nahi Hai ॥
Asha Hue Nirasha,
Jaye To Kiske Dwar,
Tujhe Chod Hai Maheswar,
Ab Kisko Hum Pukare,
Suna Hai Maan Shivala,
Koi Devta Nahi Hai,
Jesa Bhi Hai Damru Bala,
Koi Devta Nahi Hai ॥
Shiv Shambhu Sa Nirala,
Koi Devta Nahi Hai,
Jesa Bhi Hai Damru Bala,
Koi Devta Nahi Hai ॥
शिव शम्भू सा निराला, कोई देवता नहीं है, जैसा भी है डमरू वाला, कोई देवता नहीं है ॥ Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan
Other Popular Shiv Shambhu Sa Nirala Koi Devta Nahi Hai Video
If you love this bhajan please like, share or comment!
* Please share any of your suggestions or ideas with us.
** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our
contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!