Shivji Se Dil Lagale (शिवजी से दिल लगा ले - भजन)


Shivji Se Dil Laga Le,
Shiv Ji Hai Bhole Bhale,
Kar Denge Paar Beda,
Kismat Ke Khole Taale,
Kismat Ke Khole Taale,
Mere Baba Damru Wale,
Shivji Se Dil Laga Len Ho ॥
Is Jag Mein is Jahaan Mein,
Shiv Ji Ki Barse Maya,
Is Jag Mein is Jahaan Mein,
Shiv Ji Ki Barse Maya,
Dukh Na Use Sataye,
Dukh Na Use Sataye,
Mahima Jo Teri Gaale,
Mere Baba Damru Wale,
Kismat Ke Khole Taale,
Kismat Ke Khole Taale,
Mere Baba Damru Wale,
Shivji Se Dil Laga Len Ho ॥

Jeevan Safal Bana Le,
Bhaj Le Tu Naam Shiv Ka,
Jeevan Safal Bana Le,
Bhaj Le Tu Naam Shiv Ka,
Bas Chaar Din Hai Jeena,
Bas Chaar Din Hai Jeena,
Man Mein Tu Shiv Rama Le,
Kismat Ke Khole Taale,
Mere Baba Damru Wale,
Kismat Ke Khole Taale,
Kismat Ke Khole Taale,
Mere Baba Damru Wale,
Shivji Se Dil Laga Len Ho ॥

Kan Kan Mein Bhole Baba,
Dikhta Hai Naam Tera,
Kan Kan Mein Bhole Baba,
Dikhta Hai Naam Tera,
Bhole Ke Dar Par Aaja,
Bhole Ke Dar Par Aaja,
Shivji Ko Tu Mana Le,
Kismat Ke Khole Taale,
Mere Baba Damru Wale,
Kismat Ke Khole Taale,
Kismat Ke Khole Taale,
Mere Baba Damru Wale,
Shivji Se Dil Laga Len Ho ॥

Shivji Se Dil Laga Le,
Shiv Ji Hai Bhole Bhale,
Kar Denge Paar Beda,
Kismat Ke Khole Taale,
Kismat Ke Khole Taale,
Mere Baba Damru Wale,
Shivji Se Dil Laga Len Ho ॥
शिवजी से दिल लगा ले - भजन - हिन्दी में पढ़ें
शिवजी से दिल लगा ले, शिव जी है भोले भाले, कर देंगे पार बेड़ा, किस्मत के खोले ताले, किस्मत के खोले ताले, मेरे बाबा डमरू वाले, शिवजी से दिल लगा लें हो ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge