Shri Ram Se Keh Dena Ek Baat Akele Me (श्री राम से कह देना, एक बात अकेले में: भजन)


Shri Ram Se Kah Dena,
Ek Baat Akele Mein,
Rota Hai Bharat Bhaiya,
Din Raat Akele Mein,
Shrin Ram Se Kah Dena,
Ek Baat Akele Mein ॥
Van Vaasi Gaye Van Mein,
Phir Bhi to Yahi Man Mein,
Ratata Hoon Ram Rattna,
Ratata Hoon Ram Rattna,
Din Raat Akele Mein,
Shrin Ram Se Kah Dena,
Ek Baat Akele Mein ॥

Ro Ro Ke Bitaye Hai,
Kai Saal Ayodhya Mein,
Aankhon Se Bahe Aansu,
Aankhon Se Bahe Aansu,
Din Raat Akele Mein,
Shrin Ram Se Kah Dena,
Ek Baat Akele Mein,
Rota Hai Bharat Bhaiya,
Din Raat Akele Mein ॥

Is Raaj Ki Mamta Ne,
Bhai Se Vichhobh Kiya,
Ye Bhed Kiya Maan Ne,
Ye Bhed Kiya Maan Ne,
Aur Bhai Sotele Ne,
Shrin Ram Se Kah Dena,
Ek Baat Akele Mein,
Rota Hai Bharat Bhaiya,
Din Raat Akele Mein ॥

Hai Lakshman Badbhagi,
Rahata Prabhu Charnon Mein,
Mujhe Maut Nahin Aati,
Mujhe Maut Nahin Aati,
Duniya Ke Andhere Mein,
Shrin Ram Se Kah Dena,
Ek Baat Akele Mein,
Rota Hai Bharat Bhaiya,
Din Raat Akele Mein ॥

Shri Ram Se Kah Dena,
Ek Baat Akele Mein,
Rota Hai Bharat Bhaiya,
Din Raat Akele Mein,
Shrin Ram Se Kah Dena,
Ek Baat Akele Mein ॥
श्री राम से कह देना, एक बात अकेले में: भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्री राम से कह देना, एक बात अकेले में, रोता है भरत भैया, दिन रात अकेले में, श्रीं राम से कह देना, एक बात अकेले में ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanBhagwan Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..