Tere Dar Jab Se O Bhole Aana Jana Ho Gaya (तेरे दर जबसे ओ भोले, आना जाना हो गया - भजन)


Tere Dar Jab Se O Bhole,
Aana Jana Ho Gaya,
Aana Jana Ho Gaya Mera,
Aana Jana Ho Gaya,
Mil Gae Khusiyan Sabhi Mera,
Tu Khajana Ho Gaya,
Tere Dar Jab Se O Bhole,
Aana Jana Ho Gaya ॥
Banke Bawara Tha Main Bhatka,
Phul Khila Na Maan Kabhi,
Thami Jab Ungli O Bhole,
Jag Begana Ho Gaya,
Tere Dar Jab Se O Bhole,
Aana Jana Ho Gaya ॥

Koi Chala Na Saath Mere,
Kehte The Pagal Sabhi,
Tune Rakh Diya Haath Sar Pe,
Main Sayana Ho Gaya,
Tere Dar Jab Se O Bhole,
Aana Jana Ho Gaya ॥

Ankhon Main Ansu Bhare Hain,
Lab Pe Phariyad Yahi,
Tere Charano Ka Ye Bhole,
Dil Diwana Ho Gaya,
Tere Dar Jab Se O Bhole,
Aana Jana Ho Gaya ॥

Tere Bin Koi Na Apna,
Na Archu Pahachan Hai,
Teri Chaukhat Hi O Bhole,
Ab Thikana Ho Gaya,
Tere Dar Jab Se O Bhole,
Aana Jana Ho Gaya ॥

Tere Dar Jab Se O Bhole,
Aana Jana Ho Gaya,
Aana Jana Ho Gaya Mera,
Aana Jana Ho Gaya,
Mil Gae Khusiyan Sabhi Mera,
Tu Khajana Ho Gaya,
Tere Dar Jab Se O Bhole,
Aana Jana Ho Gaya ॥
तेरे दर जबसे ओ भोले, आना जाना हो गया - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरे दर जबसे ओ भोले, आना जाना हो गया, आना जाना हो गया मेरा, आना जाना हो गया, मिल गई खुशियां सभी मेरा, तू खजाना हो गया, तेरे दर जब से ओ भोलें, आना जाना हो गया ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge