Thoda Deta Hai Ya Jyada Deta Hai (थोड़ा देता है या ज्यादा देता है: भजन)


Thoda Deta Hai Ya Jyada Deta Hai,
Hamko To Jo Kuch Bhi Deta,
Bhola Deta Hai,
Thoda Deta Hai Ya Jyada Deta Hai ॥
Hamare Paas Jo Kuch Bhi Hai,
Isiki Hai Meharbani,
Hamesa Bhejta Rehta,
Kabhi Daana Kabhi Paani,
Thoda Deta Hai Ya Jyada Deta Hai,
Hamko To Jo Kuch Bhi Deta,
Bhola Deta Hai,
Thoda Deta Hai Ya Jyada Deta Hai ॥

Hamesa Bhukhe Uthte Hain,
Kabhi Bhukhe Nahi Sote,
BHala Takliph Ho Kesi,
Hamare Bhole Ke Hote,
Thoda Deta Hai Ya Jyada Deta Hai,
Hamko To Jo Kuch Bhi Deta,
Bhola Deta Hai,
Thoda Deta Hai Ya Jyada Deta Hai ॥

Diya Jo Bhole Baba Ne,
Kabhi Karj Nahi Samaya,
Dayalu Bhole Ne Humko,
Hamesa Apna Hi Samjha,
Thoda Deta Hai Ya Jyada Deta Hai,
Hamko To Jo Kuch Bhi Deta,
Bhola Deta Hai,
Thoda Deta Hai Ya Jyada Deta Hai ॥

Hamane ‘Banawari’ Haradam Hi,
Bade Adhikar Se Manga,
Khusi Se Isne De Dali,
Jo Bhi Datar Se Manga,
Thoda Deta Hai Ya Jyada Deta Hai,
Hamko To Jo Kuch Bhi Deta,
Bhola Deta Hai,
Thoda Deta Hai Ya Jyada Deta Hai ॥

Thoda Deta Hai Ya Jyada Deta Hai,
Hamko To Jo Kuch Bhi Deta,
Bhola Deta Hai,
Thoda Deta Hai Ya Jyada Deta Hai ॥
थोड़ा देता है या ज्यादा देता है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
थोड़ा देता है या ज्यादा देता है, हमको तो जो कुछ भी देता, भोला देता है, थोड़ा देता हैं या ज्यादा देता हैं ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..