Trikal Darshi Trilok Swami (त्रिकाल दर्शी त्रिलोक स्वामी - शिव भजन)


Trikaalan Dhaari Trilok Swami, Tripund Dhaari Triakshayakumbak,
Nrity Gaayan Kala Ke, Swami
He Dharm Paalak Adharm Nashak ॥
Hai Chal Achal Mein Shavi Tumhari,
Tum Aatma Ho Paramatma Ho, Srvesh Tum Ho Karunesh Tum Ho, Hai Bhul Hum Sab Tum Hi Shama Ho ।
Trikaal Darshi..

Hai Chandr Mastak Jata Mein Ganga,
Hai Sangi Sathi Bhavya Nishaachar,
Hai Kanth Shobha Sarpon Ki Maala, Trishool Kar Mein Kati Baaghaambar ।
Trikaal Darshi..

Ajaat Shatru Ho Mitra Sabke,
Pavitrata Ke Aadhaar Tum Ho, Mrtyunjay Tum Ho Tumheen Ho Akshay,
Tum Hi Sanatan Unkaar Tum Ho ।
Trikaal Darshi..
त्रिकाल दर्शी त्रिलोक स्वामी - शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
त्रिकालं दर्शी त्रिलोक स्वामी, त्रिपुंड धारी त्रिअक्षयकंबक, नृत्य गायन कला के स्वामी..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..