Tu Shiv Shiv Japle Re Prani (तू शिव शिव जपले रे प्राणी - भजन)


Shiv Ka Nam Bada Hai Pyara,
Bhole Bhakto Ka Hai Sahara,
Tu Shiv Shiv Japale Re Prani,
Sadashiv Karenge Beda Paar ॥
Gangadhar Wo Hai Kailashi,
Baghambar Dhari Avinashi,
Damaru Bajaye Samsan Wasi,
Bhar Bhar Piye Wo Bhang Ka Pyala,
Shankar Rahe Sada Matwala,
Tu Shiv Shiv Japale Re Prani,
Sadashiv Karenge Beda Paar ॥

Gale Mein Sheshanag Hai Sohe,
Parvati Shiv Ka Maan Mohe,
Chhavi Dekh Maan Mein Sukh Hovai,
Pyaara Nilakanth Ka Dwara,
Kashto Ka Karade Nistaara,
Tu Shiv Shiv Japale Re Prani,
Sadashiv Karenge Beda Paar ॥

Lota Jal Ka Shiv Ko Chadha De,
Aanand Saare Dukhade Suna De,
Shambhu Har Sankat Ko Mita De,
Dam Dam Damaru Baje Jab Pyaara,
Shiv Ke Bhakt Kare Jayakara,
Tu Shiv Shiv Japale Re Prani,
Sadashiv Karenge Beda Paar ॥

Shiv Ka Nam Bada Hai Pyara,
Bhole Bhakto Ka Hai Sahara,
Tu Shiv Shiv Japale Re Prani,
Sadashiv Karenge Beda Paar ॥
तू शिव शिव जपले रे प्राणी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
शिव का नाम बड़ा है प्यारा, भोला भक्तो का है सहारा, तू शिव शिव जपले रे प्राणी, सदाशिव करेंगे बेड़ा पार ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

Other Popular Tu Shiv Shiv Japle Re Prani Video

By Rishav Thakur, Ayachi Thakur, Maithili Thakur

By Divya Chaturvedi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani. Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye