Tum Karlo Prabhu Se Pyar Amrat Barsega (तुम करलो प्रभु से प्यार, अमृत बरसेगा - भजन)


Tum Karlo Prabhu Se Pyar,
Amrut Barsega,
Barsega Nit Barsega,
Tum Karlo Prabhu Se Pyar,
Amrut Barsega ॥
Daya Dharm Se Preeti Karalo,
Bhav Sagar Se Paar Utar Lo,
Tera Ho Jae Beda Paar,
Amrut Barsega,
Tum Karlo Prabhu Se Pyar,
Amrut Barsega ॥

Saty Gyaan Hi Gahana,
Kadava Bol Kabhi Na Kahana,
Tum karo Aatm Uddhaar,
Amrut Barsega,
Tum Karlo Prabhu Se Pyar,
Amrut Barsega ॥

Om Naam Ka Amrt Pyaala,
Pi Le Banakar Kismat Wala,
Ye Mile Na Baramabar,
Amrut Barsega,
Tum Karlo Prabhu Se Pyar,
Amrut Barsega ॥

Tum Karlo Prabhu Se Pyar,
Amrut Barsega,
Barsega Nit Barsega,
Tum Karlo Prabhu Se Pyar,
Amrut Barsega ॥
तुम करलो प्रभु से प्यार, अमृत बरसेगा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तुम करलो प्रभु से प्यार, अमृत बरसेगा, बरसेगा नित बरसेगा, तुम करलों प्रभु से प्यार, अमृत बरसेगा ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Main Too Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charanan Main

Main to Aai Vrindavan Dham Kishori Tere Charnan Mein । Kishori Tere Charanan Mein,..

Karke Isharo Bulaye Gayi Re

Bhakti Bharat is bringing you a devotional song cherished by Indresh-ji; here are the lyrics.. karke isharo bulaye gai re, barsane ki chhori radha gori gori

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis NeGaya Hai

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis Ne Gaya Hai, Banke Bihari Ne Use Apana Banaya Hai, Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥

Basale Maan Mandir Me Ram

Basale Man Mandir Mein Ram, Banenge Bigde Tere Kaam, Basalen Man Mandir Mein Ram, Basalen Man Mandir Mein Ram ॥

O Ram Ji Tere Bhajan Ne Bada Sukh Dina

O Ramji Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina, Ye Duniya Diwani, Do Din Ki Kahani, Pal Do Pal Ka Hai Jina, Bada Sukh Dina, Tere Bhajan Ne, Bada Sukh Dina ॥