Tune Jeena Sikhaya Bholenath Ji (तूने जीना सिखाया भोलेनाथ जी - भजन)


Tumhai Dil Main Basaya,
Tumhai Apna Banaya,
Tune Jina Sikhaya Bholenath Ji,
Tune Jina Sikhaya Bholenath Ji ॥
Gadi Dilavae Tune Ghar Banavaya,
Mainne Us Ghar Mein Tera Mandir Banaaya,
Maan Ke Mandir Mein Maine Tumko Bithaya,
Tumhai Dil Main Basaya,
Tumhai Apna Banaya,
Tune Jina Sikhaya Bholenath Ji,
Tune Jina Sikhaya Bholenath Ji ॥

Tere Hi Naam Ki Tilak Lagaun,
Tilak Lagaun Teri Bhakti Bhadhaun,
Shiv Shiv Rat Teri Alakh Jagaun,
Tumhai Dil Main Basaya,
Tumhai Apna Banaya,
Tune Jina Sikhaya Bholenath Ji,
Tune Jina Sikhaya Bholenath Ji ॥

Yahan Har Gali Mein Basata Shiva Hai,
Bachcha Ho Budha Ho Sab Bhajata Shiva Hai,
Dam Dam Damru Bajaye Re Bhole Baba,
Tumhai Dil Main Basaya,
Tumhai Apna Banaya,
Tune Jina Sikhaya Bholenath Ji,
Tune Jina Sikhaya Bholenath Ji ॥

Tumhai Dil Main Basaya,
Tumhai Apna Banaya,
Tune Jina Sikhaya Bholenath Ji,
Tune Jina Sikhaya Bholenath Ji ॥
तूने जीना सिखाया भोलेनाथ जी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तुम्हे दिल में बसाया, तुम्हे अपना बनाया, तूने जीना सिखाया भोलेनाथ जी, तूने जीना सिखाया भोलेंनाथ जी ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥