Ujjain Ke Maharaj Ho Dino Ke Dinanath Ho (उज्जैन के महाराज हो, दीनो के दीनानाथ हो - भजन)


Ujjain Ke Maharaj Ho,
Dino Ke Dinanath Ho,
Tum Kalo Ke Kal Ho,
Baba mahakal Ho ॥
Darwar Mein Bhole Ke Dekho,
Jhum Jhum Jaykar Lage,
Jhum Jhum Jaykar Lage,
Bhang Ke Rasiya Bhakto Ke Sang,
Jhum JHum Itrane Lage,
Jhum JHum Itrane Lage,
Har Har Ka Jab Saath Ho,
Bam Bam Ka Jaykar Ho,
Tum Kalo Ke Kal Ho,
Baba mahakal Ho ॥

Mandir Mein Mahakal Saje,
Aur Dhol Nagada Damru Baje,
Jhaanjh Majire Shankh Mrdang,
Tashe Sang Ghadiyaal Baje,
Tashe Sang Ghadiyaal Baje,
Tan Pe Bhasm Bhabhut Ho,
Sang Mein Bhang Ka Rang Ho,
Tum Kalo Ke Kal Ho,
Baba mahakal Ho ॥

Mere Maan Mein Hai Mahakal,
Moh Na Maya Aur Koi Jaal,
Moh Na Maya Aur Koi Jaal,
Jo Koi Puche Mera Haal,
Mere Mukh Pe Jay Mahakal,
Mere Mukh Pe Jay Mahakal,
Baba Mujhko Tar Do,
Tum Kalo Ke Kal Ho,
Baba mahakal Ho ॥

Ujjain Ke Maharaj Ho,
Dino Ke Dinanath Ho,
Tum Kalo Ke Kal Ho,
Baba mahakal Ho ॥
उज्जैन के महाराज हो, दीनो के दीनानाथ हो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
उज्जैन के महाराज हो, दीनो के दीनानाथ हो, तुम कालों के काल हो, बाबा महाकाल हो ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Ujjain Ke Maharaj Ho Dino Ke Dinanath Ho Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Pyaro Vrindavan

Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayam haday ku bhaye, Vrindavan pyaro vrindavan...

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।