Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai (उस देश को दुनिया में हिन्दुस्तान कहते है: धार्मिक देशभक्ति भजन)


Hum Haar Maan Ne Vale Insan Nahi Hai,
Jo Pith Dikha Kar Bhage Vo Bejan Nahi Hai,
Sur Veero Ki Bhumi Hum Jis Dhara Pe Rahte Hai,
Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai ॥
Teri Mitti Mein Mil Jawa Phool Ban Ke Mein Khil Jawa,
Bas Itani Hai Meri Aarju ॥

Bade Bade Sankat Aaye Par Hum Kabhi Na Gabraye,
Majbuti Ke Saath Lade Sada Vijay Hokar Aaye,
Jaha Hasi Khusi Se Mil Dukh Takliphe Sehte Hai,
Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai ॥

Yaha Tyag Tapasya Bhav Mein Kurbani Hai Kadam Kadam,
Na Ek Janma Ki Baat Kare Pyare Nibhate Janma Janma,
Jaha Bahut Bada Dil Rakhte Pyar Ke Dariya Behte Hai,
Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai ॥
BhaktiBharat Lyrics

Kavi Singh Ki Boli Nahi Ye Desh Prem Ki Goli,
Maru Aor Mar Jaun Desh Pe Na Samjo Surat Bholi Hai,
Dete Saath Hum Bina Baat Na Kisi Se Phehte Hai,
Us Desh Ko Duniya Mein Hindustan Kehte Hai ॥
उस देश को दुनिया में हिन्दुस्तान कहते है: धार्मिक देशभक्ति भजन - हिन्दी में पढ़ें
हम हार मान ने वाले इंसान नहीं है, जो पीठ दिखा कर भागे वो बेजान नहीं है, सुर वीरो की भूमि हम जिस धरा पे रहते है, उस देश को दुनिया में हिन्दुस्तान कहते है ॥
Bhajan Arya Samaj BhajanInspirational BhajanPatriotism BhajanDeshbhakti BhajanSchool BhajanCollage BhajanIndependence Day BhajanRepublic Day BhajanShaheed Diwas Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

O Mangalkari Charno Mein Shat Shat Pranam

Mahima Ka Teri, Kese Karun Bakhan, O Mangalkari, Charanon Main Sat Sat Pranam ॥