Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Brahman Swarastra Mein Hon (ब्रह्मन्! स्वराष्ट्र में हों, द्विज ब्रह्म तेजधारी)


Brahman Swarastra Mein Hon
Nationwide prayer sung for nation since the vedic period. This vandana can also be called the vedic national anthem. Even today, this prayer is sung in various gurukuls and schools of India. Students from Aryan Janata Inter College, Paigu sung this prayers in the morning assembly.
This is originally the Hindi version of the Yajurveda Sanskrit verse.

Brahman! Swarashtra Mein Hon,
Dwij Brahm Tejdhari ।
Kshatriy Maharathi Hon,
Aridal Vinashakari ॥

Hoven Dudharu Gauen,
Pashu Ashv Aashuvahi ।
Aadhar Rashtra Ki Hon,
Nari Subhag Sada Hi ॥

Balavan Sabhy Yoddha,
Yajaman Putra Hoven ।
Icchanusar Varshen,
Parjany Taap Dhoven ॥

Phal-Phool Se Ladi Hon,
Aushadh Amogh BhaktiBharat Lyrics Sari ।
Hon Yog-Kshemakari,
Swadheenata Hamari ॥

ब्रह्मन्! स्वराष्ट्र में हों, द्विज ब्रह्म तेजधारी हिन्दी में पढ़ें

ब्रह्मन्! स्वराष्ट्र में हों, द्विज ब्रह्म तेजधारी। आज भी यह प्रार्थना भारत के विभिन्न गुरुकुलों व स्कूल मे गाई जाती है। आर्य जनता इंटर कालेज, पैगू की यह प्रातः कालीन वंदना है।
Read Also

Bhajan Vedic BhajanVed BhajanSchool BhajanCollage BhajanMatrabhomi BhajanDesh Bhakti BhajanPatriotic BhajanAryan Janata Inter College BhajanIndependence Day BhajanRepublic Day Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Suno Suno Hanuman Ji Ek Jaruri Kaam Ji

Suno Suno Hanuman Ji, Ek Jaruri Kaam Ji, Ram Prabhu Se Karava Dyo, Bhagata Ki Pahachan Ji, Ram Prabhu Se Karava Dyo, Bhagata Ki Pahachan Ji ॥

Ram Dulare Hai Anjani Ke Pyare Hai

Ram Dulare Hai, Anjani Ke Pyare Hai, Bhakto Ke Bigade Kaam, Paal Mein Saware Hai, Jay Ho Tumhari Hanuman, Maa Anjani Ke Laala ॥

Sunlo Baba Bajrangi Main Kaise Tujhe Rijhaun

Sunlo Baba Bajrangi, Main Kese Tujhe Rijhaun, Charanon Mein Mujhe Bitha Lo, Main Tumse Itna Chahun,
Ram Siyaram Siyaram Siyaram, Ram Siyaram Siyaram Siyaram ॥

Prarthana Hai Yahi Meri Hanuman Ji

Prathana Hai Yahi Meri Hanuman Ji, Mere Sar Par Bhi Ab Haath Thar Dijiye, Ram Sita Ka Darshan Karake Mujhe, Mere Sapne Ko Sakar Kar Dijiye, Prathana Hai Yahi Meri Hanuman Ji, Mere Sar Par Bhi Ab Haath Dhar Dijiye ॥

Chunari Sitaro Wali Ye Kamaal Kar Gayi

Chunari Sitaron Wali Ye, Kamaal Kar Gayi, Bhakton Ko Maan Ki Chunari Ye, Nihaal Kar Gayi ॥

Ram Ji Ko Dil Mein Basa kar To Dekho

Ram Jo Ko Dil Mein Basa Kar To Dekho, Ek Baar Ayodhya Dham Aakar To Dekho, Jai Sitara Jai Jai Sitaram, Jai Sitara Jai Jai Sitaram, Ram Jo Ko Dil Mein Basa Kar To Dekho, Ek Baar Ayodhya Dham Aakar To Dekho ॥

Mhara Salasar Ka Bala O Ji Anjani Maa Ka Lala

Mhara Saalaasar Ka Bala, O Ji Anjani Maa Ka Laala, Mane Ghano Hi Pyaaro, Laage Thaaro Dhaam Ji,
Thare Muratiya Maan Bhai, Aankhya Tarase Darshan Tai, Main To Ratata Aava, Baba Thaaro Naam Ji ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP