Omm Jai Jagannath Hare
Prabhu Jai Jagannath Hare
Bhakton Ke Hitkari
Bhakton Ke Hitkari
Mangal Sada Kare
Omm Jai Jagannath Hare
Agar Kapoor Batti Se Aarti Teri Kare
Prabhu Aarti Teri Kare
Jhal Mridang Bajaye
Jhal Mridang Bajaye
Charanon Main Seesh Dhare
Omm Jai Jagannath Hare
Omm Jai Jagannath Hare
Prabhu Jai Jagannath Hare
Bhakton Ke Hitkari
Bhakton Ke Hitkari
Mangal Sada Kare
Omm Jai Jagannath Hare
Roop Anup Anek Aapka
Dekhke Sukh Paunn
Prabhu Dekhke Such Paunn
Behen Subhadra Sanga Hai
Behen Subhadra Sanga Hai
Aur Hai Bal Tau
Omm Jai Jagannath Hare
Omm Jai Jagannath Hare
Prabhu Jai Jagannath Hare
Bhakton Ke Hitkari
Bhakton Ke Hitkari
Mangal Sada Kare
Omm Jai Jagannath Hare
Nilanchanl Se Aye Karne Ko Udhar
Prabhu Karne Ko Uddhar
Kripa Bani Reheti Hai
Kripa Bani Reheti Hai
Bhakto Pe Sada Apaar
Omm Jai Jagannath Hare
Omm Jai Jagannath Hare
Prabhu Jai Jagannath Hare
Bhakton Ke Hitkari
Bhakton Ke Hitkari
Mangal Sada Kare
Omm Jai Jagannath Hare
Sare Jag Ke Swami Prabhu Jagannath Tum Ho
Prabhu Jagannath Tum Ho
Sada Bhagaton Ke Sar Pe
Sada Bhagaton Ke Sar Pe Rakhte Haat Tum Ho
Omm Jai Jagannath Hare
Omm Jai Jagannath Hare
Prabhu Jai Jagannath Hare
Bhakton Ke Hitkari
Bhakton Ke Hitkari
Mangal Sada Kare
Omm Jai Jagannath Hare
Mahaprasad Tumhara Jo Bhi Koi Payee
Prabhu Jo Bhi Koi Payee
Tan Mann Dono Pavan
Tan Mann Dono Pavan Unke Ho Jaye
Omm Jai Jagannath Hare
Omm Jai Jagannath Hare
Prabhu Jai Jagannath Hare
Bhakton Ke Hitkari
Bhakton Ke Hitkari
Mangal Sada Kare
Omm Jai Jagannath Hare
Bhakti Bharat Aarti Sharan Main Apni Leker Prabhu Karo Udhar
Prabhu Karo Udhar
Bhav Sagar Se Ho Jaye Phir to Naya Paar
Omm Jai Jagannath Hare
Omm Jai Jagannath Hare
Prabhu Jai Jagannath Hare
Bhakton Ke Hitkari
Bhakton Ke Hitkari
Mangal Sada Kare
Omm Jai Jagannath Hare
Jagannath Ki Aarti Jo Bhi Nar Gaye
Prabhu Prem Sahit Gaye
Mann Banchit Var Bhakton
Mann Banchit Var Bhakton Unko Mil Jaye
Omm Jai Jagannath Hare
Omm Jai Jagannath Hare
Prabhu Jai Jagannath Hare
Bhakton Ke Hitkari
Bhakton Ke Hitkari
Mangal Sada Kare
Omm Jai Jagannath Hare