गणेशोत्सव - Ganeshotsav
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Aao Meri Sakhiyo Mujhe Mehandi Laga Do (आओ मेरी सखियो मुझे मेहँदी लगा दो - भजन)


Aao Meri Sakhiyo Mujhe Mehandi Laga Do
Ase Bar Ko Kya Baru,
Jo Janame Aur Mar Jaye,
Variye Giridhar Laal Ko,
Chudlo Amar Ho Jaye ॥
Aao Meri Shakiyan Mujhe Mehendi Laga Do,
Mehendi Laga Do, Mujhe Sundar Saja Do,
Mujhe Shyam Sundar Ki Dulhan Bana Do ॥

Satsang Mein Meri Baat Chalaiye,
Satguru Ne Meri Kini Lagae,
Unko Bola Ke Hathleva To Kar Do,
Mujhe Shyam Sundar Ki Dulhan Bana Do ॥

Ashi Peheni Chidi Jo Kabahu Na Tute,
Asa Baru Dulha Jo Kabahu Na Chute,
Atal Suhag Ki Bindiya Laga Do,
Mujhe Shyam Sundar Ki Dulhan Bana Do ॥

Bhakti Ka Surama Main Aakh Me Lagaungi,
Duniya Se Nata Tod Main Unaki Ho Jaungi,
Sataguru Ko Bula Ke Phere To Padava Do,
Mujhe Shyam Sundar Ki Dulhan Bana Do ॥

Bandh Ke Ghungharu Main Unako Rijhaungi,
Le Ke Ikatara Main Shyaam-Shyaam Gaungi,
Sataguru Ko Bula Ke Bida To Kara Do,
Mujhe Shyam Sundar Ki Dulhan Bana Do ॥

Aao Meri Shakiyan Mujhe Mehendi Laga Do,
Mehendi Laga Do, Mujhe Sundar Saja Do,
Mujhe Shyam Sundar Ki Dulhan Bana Do ॥

आओ मेरी सखियो मुझे मेहँदी लगा दो - भजन हिन्दी में पढ़ें

आओ मेरी सखियो मुझे मेहँदी लगा दो, मेहँदी लगा दो, मुझे सुन्दर सजा दो, मुझे श्याम सुन्दर की दुल्हन बना दो ॥
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanShri Shyam BhajanRadha Krishna BhajanDevi Rukmini BhajanRukmini Vivah Bhajan

Other Popular Aao Meri Sakhiyo Mujhe Mehandi Laga Do Video

Aao Meri Sakhiyo Mujhe Mehandi Laga Do By Chetna

Mujhe Shyam Sunder Ki Dulhan Bana Do By Bijender Chauhan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ganesh Bhajan

Famous Shri Ganesh Bhajans sung in Shri Ganesh Temple, Vinayaka Temple, Ganeshotsav, Ganesh Chaturthi, auspicious time, auspicious work and planetary entry..

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥

Girija Ke Chheya Ganpati Tumhe Pukaru

Girija Ke Chheya, Ganpati Tumhe Pukaru, Poojun Main Tumhe, Aarati Teri Utarun, Girija Ke Chheya ॥

Mahalaxmi Jaap Karo

Mahalakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam, Ashta Lakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam

Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Bhakti Bharat APP