Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Bas Gaye Raghunandan Sharkar (बस गए रघुनंदन सरकार: भजन)


Bas Gaye Raghunandan Sharkar
Bas Gaye Raghunandan Sarakar,
Ho Rahi Jag Mein Jay Jayakar,
Mere Ram Mere Ram,
Mere Raghunandan Sarakaar,
Bas Gaye Raghunandan Sarakar,
Ho Rahi Jag Mein Jay Jayakar ॥
Puri Ayodhya Kahalati Hai,
Ram Janam Ki Bhoomi,
Jahan Ram Ne Janm Liya Hai,
Hindu Dharam Ki Bhoomi,
Har Ek Hindu Ka Araman,
Mandir Banega Aalishaan,
Bas Gaye Raghunandan Sarakar,
Ho Rahi Jag Mein Jay Jayakar ॥

Bair Kare Jo Shreeram Se,
Vah Ravan Kahalaaye,
Bajarang Dal Se Jo Takaraye,
Lanka Sa Jal Jaye,
Aandhi Aaye Ya Tufaan,
Bachcha Bachcha Hai Kurbaan,
Bas Gaye Raghunandan Sarakar,
Ho Rahi Jag Mein Jay Jayakar ॥

Is Mandir Mein Ram Ki Murat,
Hogi Pyari Pyari,
Ram Sevakon Ki Qurabani,
Karegi Seva Dari,
Gao Ram Ka Gun Gaan,
Hoga Hoga Jagakalyaan,
Bas Gaye Raghunandan Sarakar,
Ho Rahi Jag Mein Jay Jayakar ॥

Bas Gaye Raghunandan Sarakar,
Ho Rahi Jag Mein Jay Jayakar,
Mere Ram Mere Ram,
Mere Raghunandan Sarakaar,
Bas Gaye Raghunandan Sarakar,
Ho Rahi Jag Mein Jay Jayakar ॥

बस गए रघुनंदन सरकार: भजन हिन्दी में पढ़ें

बस गए रघुनंदन सरकार, हो रही जग में जय जयकार, मेरे राम मेरे राम, मेरे रघुनंदन सरकार, बस गये रघुनंदन सरकार, हो रही जग में जय जयकार ॥
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tera Shukar Kara Bappa, Tera Shukar Kara

Tera Shukr Kara Ve Bappa, Main Tera Shukr Karan, Tera Shukr Kara Ve Ganpati , Main Tera Shukr Karan, Tusan Lagiya Tod Nibhaian, Main Tera Shukr Kara...

Ek Baar To Radha Bankar Dekho Mere Sawariya

Ek Baar To Radha Bankar Dekho, Mere Sawariya, Radha Yun Ro Ro Kahe, Radha Yun Ro Ro Kahe ॥

Mera Shyam Khatu Wala

Naiya Chala Raha Hai Mera Shyam Khatu Wala,
Mujhko Bacha Raha Hai Mera Shyam Khatu Wala ॥

Mero Radha Raman Girdhaari

Menro Radha Raman Giradhari, Giradhari Shyaam Banavari, Menro Radha Raman Giradhari..

Radha Kon Se Punya Kiye Tune

Radha Kaun Se Puny Kiye Tune, Jo Hari Roj Tere Ghar Aate Hain ॥ Radha Jab Solah Shringar Kare,...

Sanwariyo Hai Seth Mhari Radha Ji Sethani Hai

Sanwariyo Hai Seth, Mhari Radha Ji Sethani Hai, Sanvariyon Hai Seth, Mhari Radha Ji Sethani Hai, Ye To Jane Duniya Sari Hai ॥

Laaj Rakho Hey Krishna Murari

Laaj Rakho Hey Krishna Murari, Hey Girdhari Hey Banwari, Laaj Rakhon Hey Krishna Murari ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP