Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ghar Mein Padharo Bhole Baba (घर में पधारो भोले बाबा:शिव भजन)


Ghar Mein Padharo Bhole  Baba
Ghar Mein Padharo Bhole Baba,
Mere Ghar Mein Padharo,
Kastha Niwaro Bhole Baba,
Mere Ghar Mein Padhare,
Ghar Mein Padharo Bhole Baba,
Mere Ghar Mein Padharo ॥
Shish Navaun Tumko Bulaun,
Shish Navaun Tumko Bulaun,
Sukh Dukh Daro Bhole Baba,
Mere Ghar Mein Padhare,
Ghar Mein Padharo Bhole Baba,
Mere Ghar Mein Padharo ॥

Gun Tere Gaun Daya Na Bhulaun,
Gun Tere Gaun Daya Na Bhulaun,
Bhagya Sawaron Bhole Baba,
Mere Ghar Mein Padhare,
Ghar Mein Padharo Bhole Baba,
Mere Ghar Mein Padharo ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tum Ko Hi Dhyaun Maan Mein Basaun,
Tum Ko Hi Dhyaun Maan Mein Basaun,
Paar Utaro Bhole Baba,
Mere Ghar Mein Padhare,
Ghar Mein Padharo Bhole Baba,
Mere Ghar Mein Padharo ॥

घर में पधारो भोले बाबा:शिव भजन हिन्दी में पढ़ें

घर में पधारो भोले बाबा, मेरे घर में पधारो, कष्ट निवारो भोले बाबा, मेरे घर में पधारो, घर में पधारो भोले बाबा, मेरे घर में पधारो ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanVijay Soni Bhajan

Other Popular Ghar Mein Padharo Bhole Baba Video

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP