Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Holi Khelan Aayo Shyam, Aaj (होली खेलन आयो श्याम, आज: होली भजन)


Holi Khelan Aayo Shyam, Aaj
Holi Khelan Aayo Shyam
Holi Khelan Aayo Shyam,
Aaj Yahi* Rang Mein Boro# Ri ॥
Kore-kore Kalash Mangao,
Rang Kesar Ko Ghoro Ri ।
Mukh Te Keshar Malo,
Karo Yahi Kare Se Goro Ri ॥
Rang-birango Karo Aaj,
Yahi Kare Se Goro Ri ॥
Holi Khelan Aayo Shyam,
Aaj Yaahi Rang Mein Boro Ri ॥

Paas-padausin Boli,
Yahi Aangan Mein Ghero Ri ।
Pitambar Leu Chhin,
Yahi Pahray Deu Lahango Ri ॥
Holi Khelan Aayo Shyam,
Aaj Yahi Rang Mein Boro Ri ॥

Hare Baans Ki Baansuriya,
Yaahi Tod-marodi Ri ।
Taari De De Yahi Nacha\avo,
Apani Oro Ri ॥
Holi Khelan Aayo Shyam,
Aaj Yaahi Rang Mein Boro Ri ॥

Chandrasakhi Ki Yahi Vinti,
Kare Nihoro Ri ।
Ha Ha Khay Pade Jab,
Paiya Tab Yahi Chhoro Ri ॥
Holi Khelan Aayo Shyam,
Aaj Yahi Rang Mein Boro Ri ॥

Holi Khelan Aayo Shyam
Holi Khelan Aayo Shyam,
Aaj Yahi Rang Mein Boro Ri ॥

* Yaahi: Ise, Inko, Inhen ।
# Boro: Dubaiye ।

होली खेलन आयो श्याम, आज: होली भजन हिन्दी में पढ़ें

होली खेलन आयो श्याम, आज याहि रंग में बोरो री ॥ कोरे-कोरे कलश मँगाओ..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanHoli BhajanPhalguna BhajanIskcon Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Aa Laut Ke Aaja Hanuman

Aa Laut Ke Aaja Hanuman, Tumhe Shri Ram Bulate Hain । Janaki Ke Base Tumame Pran, Tumhe Shri Ram Bulate Hain

Buti Le Aao Hanuman Pyare

Buti Le AAo Hanuman Pyare, Mere Laxam Ke Pran Bachana, Dubati Tere Ram Ki Naiya, Bala Tu Aake Par Lagana, Buti Le AAo Hanuman Pyare, Mere Laxam Ke Pran Bachana ॥

Ye Shree Balaji Maharaj Hai Rakhte Bhakto Ki Ye Laaj Hai

Ye Shree Balaji Maharaj Hai, Rakhte Bhakto Ki Ye Laaj Hai, Salasar Ke Mere Balaji, Mere Siyaram Ki Saan Hai, Ye Shree Balaji Maharaj Hai, Rakhte Bhakto Ki Ye Laaj Hai ॥

Bajrangbali Hanuman Tera Jag Mein Danka Baj Raha

Bajarangi Hanuman, Tera Jag main Danka Baaj Raha ॥

Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Nikle

Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Nikle, Har Ghadi Har Pal Ram Ram Nikle ॥

Ram Bhi Milenge Tujhe Shyam Bhi Milenge

Ram Bhi Milenge Tujhe, Shyam Bhi Milenge, Jab Tujhe Shri Hanuman, Ji Milenge..

Sankat Mein Lakshman Hai Shree Ram Ne Maan Liya

Sankat Mein Lakshman Hai, Ye Ram Ne Maan Liya, Sanjeevani Lane Ka, Hanuman Ko Kaam Diya, Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe, Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP