Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya (आज बिरज में होरी रे रसिया: होली भजन)


Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya
Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya,
Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya।
Hori Re Hori Re Barajori Re Rasiya॥
Apane Apane Ghar Se Nikasi,
Koi Shyamal Koi Gori Re Rasiya।

Kaun Gaon Ke Kunvar Kanhiya,
Kaun Gaavan Raadha Goree Re Rasiya।

Nand Gaon Ke Kunwar Kanhiya,
Barasane Ki Radha Gori Re Rasiya।

Kaun Varan Ke Kunwar Kanhiya,
Kaun Varan Radha Gori Re Rasiya।

Shyam Varan Ke Kunwar Kanhiya Pyare,
Gaur Varan Radha Gori Re Rasiya।

It Te Aae Kunwar Kanhiya,
Ut Te Radha Gori Re Rasiya।

Kaun Ke Haath Kanak Pichakari,
Kaun Ke Haath Kamori Re Rasiya।

Krashn Ke Haath Kanak Pichakari,
Radha Ke Haath Kamori Re Rasiya।

Udat Gulal Laal Bhaye Badal,
Marat Bhar Bhar Jhori Re Rasiya।

Abeer Gulal Ke Badal Chaye,
Dhoom Machai Re Sab Mil Sakhiya।

Chandra Sakhi Bhaj Bal Krishn Chhavi,
Chir Jeevo Yah Jodi Re Rasiya।

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya।
Hori Re Hori Re Barajori Re Rasiya॥

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya।
Hori Re Hori Re Barajori Re Rasiya॥

आज बिरज में होरी रे रसिया: होली भजन हिन्दी में पढ़ें

आज बिरज में होरी रे रसिया। होरी रे होरी रे बरजोरी रे रसिया॥
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanHoli BhajanPhalguna BhajanIskcon Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Shankar Damru Dhari Hai Jag Ke Aadhar

Shiv Shankar Damru Dhari, Hai Jag Ke Aadhar, Teeno Lok Pe Rahata Hai, Unka Hi Adhikar, Shiv Shankar Damru Dharin, Hai Jag Ke Aadhar ॥

Kailash Shikhar Se Utar Kar

Kailash Shikhar Se Utar Kar, Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila

Mukadar Mera Ban Hi Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila, Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥

Bhole Ko Mein Manane Mahakal Ja Raha Hoon

Bhole Ko Mein Manane, Mahakal Ja Raha Hoon । Baba Ko Jal Chadhane, Ujjain Ja Raha Hoon ।

JaiKara Mere Kedareshwaray Jai Kara

Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara, Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP