Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Mithe Ras Se Bharyo Ri Radha Rani Lage (मीठे रस से भरीयो री, राधा रानी लागे - भजन)


Mithe Ras Se Bharyo Ri Radha Rani Lage
Mithe Ras Se Bhariyo Ri,
Radha Rani Lage ।
Shlok:
Radha Tu Badbhagini,
Aur Kaun Tapasya Kin,
Tin Lok Ke Swami Hai,
Radha Sab Tere Adhin ।
Mithe Ras Se Bhariyo Ri,
Radha Rani Lage,
Maharani Lage,
Mane Karo Karo,
Jamuna Ji Ro Pani Lage ॥

Yamuna Maiya Kari Kari,
Radha Gori Gori,
Vrindavan Mein Dhoom Machave,
Barsane Ki Chhori,
Brajdham Radha Ju Ki,
Rajdhani Lage,
Maharani Lage,
Mane Karo Karo,
Jamuna Ji Ro Pani Lage ॥

Na Bhave Ab Makhan Misri,
Aur Na Koi Mithai,
Jibdaya Ne Bhave Ab to,
Radha Nam Malai,
Vrishbhanu Ki Lali to,
Guddhani Lage,
Guddhani Lage,
Mane Karo Karo,
Jamuna Ji Ro Pani Lage

Kanha Nit Murali Me Tere,
Sumre Barambar,
Kotin Roop Dhare Manmohan,
Koi Na Pave Par,
Radha Roop Ki Anokhi,
Patrani Lage,
Maharani Lage,
Mane Karo Karo,
Jamuna Ji Ro Pani Lage ॥

Radha Radha Nam Ratat Hai,
Jo Nar Athon Yam,
Unki Badha Door Karat Hai,
Radha Radha Nam,
Radha Nam Main Saphal,
Jindgani Lage,
Jindgani Lage,
Mane Karo Karo,
Jamuna Ji Ro Pani Lage ॥

Mithe Ras Se Bharyo Ri,
Radha Rani Lage,
Maharani Lage,
Mane Karo Karo,
Jamuna Ji Ro Pani Lage ॥

मीठे रस से भरीयो री, राधा रानी लागे - भजन हिन्दी में पढ़ें

मीठे रस से भरीयो री, राधा रानी लागे, महारानी लागे...
Read Also

Bhajan Radha BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanShri Radha Rani BhajanBrij BhajanShri Krishna BhajanBarsane BhajanRadha Krishna Bhajan

Other Popular Mithe Ras Se Bharyo Ri Radha Rani Lage Video

By Devi Chitralekha

By Hansraj Raghuwansh

By Kinjal Dave

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Shankar Damru Dhari Hai Jag Ke Aadhar

Shiv Shankar Damru Dhari, Hai Jag Ke Aadhar, Teeno Lok Pe Rahata Hai, Unka Hi Adhikar, Shiv Shankar Damru Dharin, Hai Jag Ke Aadhar ॥

Kailash Shikhar Se Utar Kar

Kailash Shikhar Se Utar Kar, Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila

Mukadar Mera Ban Hi Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila, Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥

Bhole Ko Mein Manane Mahakal Ja Raha Hoon

Bhole Ko Mein Manane, Mahakal Ja Raha Hoon । Baba Ko Jal Chadhane, Ujjain Ja Raha Hoon ।

JaiKara Mere Kedareshwaray Jai Kara

Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara, Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP