पितृ पक्ष - Pitru Paksha

Ram Aa Gaye Dhanya Bhagya Sabari Harshaye (राम आ गए, धन्य भाग्य शबरी हर्षाए: भजन)


Ram Aa Gaye,
Dhanya Bhagya Shabari Harshaye ॥
Aankhon Mein Prem Aansoo,
Charanon Ko Dho Rahi Hai,
Maare Khushi Ke Shabari,
Vyakul Si Ho Rahi Hai,
Kya Laoon Kya Khilaoon,
Kuchh Bhi Samajh Na Aaye,
Ram Aa Gaye,
Dhanya Bhagya Shabari Harshaye ॥

Van Se Jo Todkar Vo,
Dona Mein Ber Laayi,
Sakucha Ke Man Mein Shabari,
Shri Ram Ko Badhai,
Shri Ram Ko Diya Jab,
To Bhi Lakhan Na Khaye,
Ram Aa Gaye,
Dhanya Bhagya Shabari Harshaye ॥

Ram Aa Gaye,
Dhanya Bhagya Shabari Harshaye ॥
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hey Mari Maiya Hath Jod Mein Karto Vinati

Hai Mhari Maiya Hath Jod Mein Karato Vinati, Hai Mari Maiya Hath Jod Mein Karato Vinati

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Sabhi Devo Se Sundar Hai Mere Hanuman Ji Ka Dil

Sabhi Devo Se Sundar Hai, Mera Hanuman Ji Ka Dil, Siya Raghubar ka Mandir Hai, Mera Hanuman Ji Ka Dil,
Sabhi Devo Se Sundar Hai, Mera Hanuman Ji Ka Dil ॥

Anjani Ke Lal Tumko Mera Pranam Ho

Anjani Ke Laal Tumko, Mera Pranam Ho, Shat Shat Pranam, Koti Koti Pranam Ho, Anjani Ke Laal Tumko,
Mera Pranam Ho ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP