Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Tere Dham Pe Suna Hai Shyam (तेरे धाम पे सुना है श्याम - भजन)


Tere Dham Pe Suna Hai Shyam
Tere Dham Pe Suna Hai Shyam Sabaki Hovai Sunai Re,
Mai Bhi Dar Pe Aan Pada Baba Kariyo Meri Sunai Re Baba,
Tere Dham Pe Suna Hai Shyam Sabki Hovai Sunai Re,
Mai Bhi Dar Pe Aan Pada Baba Kariyo Meri Sunai Re Baba......
Dhakke Kha Liye Bahut Ghane Bhala Hua Na Kahi Mera,
Jab Tak Na Too Kare Bhalai Na Chhodoon Mai Pind Tera,
Aas Le Ke Mai Aaya Baba Na Koi Mera Sahai Re,
Mai Bhi Dar Pe Aan Pada Baba Kariyo Meri Sunai Re Baba.......

Deen Dukhi Ka Too Hi Sahara Duniya Kahve Shyam Hamara,
Saare Jagat Mein Ek Jayakara Shyam Ghani Hai Sabase Pyara,
Hara Ko Too Deta Sahara Jisane Bhi Preet Lagain Re,
Mai Bhi Dar Pe Aan Pada Baba Kariyo Meri Sunai Re Baba.......

Sanwra Tera Dhyan Lagave Nahin Kuchh Aur Usko Bhave,
Bhookh Lage Na Pyasa Bas Tere Hi Gun Ye Gaave,
Ye Jeevan Tere Naam Hai Shyam Too Hi Mera Sahai Re,
Mai Bhi Dar Pe Aan Pada Baba Kariyo Meri Sunai Re Baba,
Tere Dham Pe Suna Hai Shya Sabaki Hovai Sunai Re,
Mai Bhi Dar Pe Aan Pada Baba Kariyo Meri Sunai Re Baba......

तेरे धाम पे सुना है श्याम - भजन हिन्दी में पढ़ें

तेरे धाम पे सुना है श्याम सबकी होवै सुनाई रे, मै भी दर पे आन पड़ा बाबा करियो मेरी सुनाई रे बाबा
Read Also

Bhajan Khatu Shyam BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanFagan Mela BhajanShri Shayam BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanJanmashtami BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanLaddu Gopal Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..

Hey Ram, Hey Ram !

Hey Raam, Hey Raam, Jag Mein Sacho Tero Naam, Hey Raam, Hey Raam, Tu Hee Mata, Tu Hee Pita Hai

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP