नवरात्रि विशेष 2026 - Navratri Specials 2026
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ye To Mahakal ka Dar Hai (ये तो महाकाल का दर है - भजन)


Ye To Mahakal ka Dar Hai
Lete Hi Naam Bhole Ka,
Tuphan Hat Gaya,
Kasti Par Meri Aake,
Samandar Simat Gaya,
Ye To Mahakal Ka Dar Hai,
Mere Mahakal Ka Dar Hai ॥
Mahakal Ki Kripa Se,
Batlaun Kya Mila,
Ijjat Mili Shoharat Milee,
Tera Pata Mila,
Ye To Mahakal Ka Dar Hai,
Mere Mahakal Ka Dar Hai ॥

Jis Waqt Mainne Doston,
Bhole ko Pukara,
Phoran Hi Mil Gaya Mujhe,
Muskil Mein Shahara,
Jab Se Mainne Mahakal,
Tera Roop Nihara,
Kasti Ko Meri Tumne,
Prabhu Paar Utara,
Ye To Mahakal Ka Dar Hai,
Mere Mahakal Ka Dar Hai ॥

Mujh Jaise Ko Bhi Aapane,
Dar Par Bula Liya,
Daman Mein Mahakal Ne,
Mujhako Chhupa Liya,
Mere Prabhu Ka Mujhape,
Ye Ehasan Dekhiye,
Haan Ji Ehasan Dekhie,
Mere Prabhu Ka Mujhape,
Ye Ehasan Dekhiye,
Mujh Jese Ko Bhi Aapne,
Apna Bana Liya,
Ye To Mahakal Ka Dar Hai,
Mere Mahakal Ka Dar Hai ॥

Aapse Aapki,
Chaukhat Ka Sahara Lekar,
Kya Se Kya Ho Gaya,
Main Naam Tumhara Lekar,
Laaj Rakh Lo Meri,
Main Aapaka Kahalata Hun,
Aapake Dewanon Mein,
Baba Gina Jata Hun,
Koi Bhi Dar Nahin,
Sansar Mein Is Dar Jesa,
Mil Gaya Mujhko,
Nasibon Se Tera Dar Aisa,
Chaukhat Mili Hai Jabase,
Mujhe Tere Naam Ki,
Ijjat Jaha Mein,
Hone Lagi Is Gulam Ki,
Ye To Mahakal Ka Dar Hai,
Mere Mahakal Ka Dar Hai ॥

Lete Hi Naam Bhole Ka,
Tuphan Hat Gaya,
Kasti Par Meri Aake,
Samandar Simat Gaya,
Ye To Mahakal Ka Dar Hai,
Mere Mahakal Ka Dar Hai ॥

ये तो महाकाल का दर है - भजन हिन्दी में पढ़ें

लेते ही नाम भोले का, तूफान हट गया, कश्ती पर मेरी आके, समंदर सिमट गया, ये तो महाकाल का दर है, मेरे महाकाल का दर है ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani. Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara । Dil Ne Pukara Tu Hai Mera Sahara Maa | Sheranwali, Jotanwali, Mehraanwali Maa

Bhajan: Man Leke Aaya Mata Rani Ke Bhawan Me

Man Leke Aaya, Mata Rani Ke Bhawan Main, Bada Sukh Paya, Bada Sukh Paya, Mata Rani Ke Bhawan Main

Durga Hai Meri Maa Ambe Hai Meri Maa

Durga Hai Meri Maa, Ambe Hai Meri Maa | Jo Bhi Dar Pe Aae, Jay Ho

Meri Akhion Ke Samne Hi Rehna Maa Jagdambe

Meri Akhiyon Ke Samne Hi Rahana, Maa Sheron Wali Jagdambe ।

Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP