Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Shyam Puspanjali Shri Khatu Shyamji Vinati (हाथ जोड़ विनती करू तो सुनियो चित्त लगाये - विनती भजन)


Shyam Puspanjali Shri Khatu Shyamji Vinati
Hath Jod Vinti Karu, Sunio Chit Lagaye
Das Aa Gayo Sharan Me, Rakhio Mahari Laaj
Dhanya Dudharo Desh Hai, Khatu Nagar Sujjan
Anupam Chavi Shri Shyam Ki, Darshan Se Kalyan
Shyam-Shyam To Ma Rattu, Shyam Hai Jiwan Pran
Shyam Bhakat Jag Me Bade, Unko Karu Parnam
Khatu Nagar Ke Beech Me, Banyo Apko Dham
Phalgun Shukl Mela Bhare Jay Jay Baba Shyam

Phalgun Shukla-Dwadashi, Utsav BhAarti Hoaye
Baba Ke Darbar Se, Khali Jaye Na Koye
Umapati, Laxmipati, Sitapati Shriram
Lajja Sabki Rakhiyo, Khatu Ke Baba Shyam

Paan Supari Ilachi, Attar Sugandh Bharpur
Sab Bhaktan Ki Vinti, Darshan Devo Hazoor
Alusingh To Prem Se, Dhare Shyam Ko Dhyan
Shyam Bhakat Pawe Sada Shyam Kripa Se Maan

Jay Shri Shyam Bolo Jay Shri Shyam
Khaatu Wale Baba Jay Shri Shyam
Leelo Ghodo Lal Lagam
Jis Par Baithyo Babo Shyam
॥Om Shri Shyam Devay Namah॥

हाथ जोड़ विनती करू तो सुनियो चित्त लगाये - विनती भजन हिन्दी में पढ़ें

श्याम स्तुति ॥ हाथ जोड़ विनती करू तो सुनियो चित्त लगाये, दस आ गयो शरण में रखियो इसकी लाज...
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanFalgun Mela BhajanKhatu BhajanKhatu Shayam BhajanVinati BhajanAnup Jalota Bhajan

Other Popular Shyam Puspanjali Shri Khatu Shyamji Vinati Video

Hath Jod Vinti Karu Sunio Chit Lagaye By Kanhaiya Mittal

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Koi Lakh Kare Chaturayi

Koi Lakh Kare Chaturayi, Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai, Jara Samjho Iski Sachchai Re |

Bhajan: Amrit Bela Geya Aalasi So Raha Ban Aabhaga

Bela Amrit Gaya, Aalsi so Raha, Ban Abhaga, Sathi Sare Jage, Tu Na Jaga...

Saj Dhaj Kar Jis Din Maut Ki Sahjadi Aayegi

Sajdhaj Kar Jis Din, Maut Ki Shahajadi Aayegi, Na Sona Kaam Aayega

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon

Sukh Duhkh Donon Rahte Jis Mein | Jeevan Hai Vo Gaon | Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi

Kabhi Pyaase Ko Paani Pilaaya Nahin, Baad Amrit Pilane Se Kya Phaayada । Kabhi Girate Hue Ko Uthaya Nahi,

Bhajan: Duniya Banane Wale Mahima Teri Nirali

Duniya Banane Wale Mahima Teri Nirali । Chanda Banaya Sheetal Sooraj Mein Aag Dali ।

Har Baat Ko Tum Bhulo Bhale Maa Bap Ko Mat Bhulna

Har Baat Ko Bhoolo Magar, Maan Baap Mat Bhoolana, Upakaar Inake Laakhon Hai, Is Baat Ko Mat Bhoolana

Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP