Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai (आज मेरे श्याम की शादी है - भजन)


Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai,
Shyam Ki Shadi Hai,
Mere Ghanshyam Ki Shadi Hai,
Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai,
Asha Lagta Hai Sare,
Braj Dham Ki Shadi Hai,
Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai ॥
Bani Hai Khub Jodi,
Krshn Rukmani Ki Jodi,
Khushi Se Nache Hai Maan,
Mila Sajani Ko Sajan,
Ho O. Aaj Mujhe Lagata Hai,
Ki Bramhand Ki Shadi Hai,
Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai ॥

Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai,
Shyam Ki Shadi Hai,
Mere Ghanshyam Ki Shadi Hai,
Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai ॥

Rukmani Yun Muskave,
Mujhe Kanha Mil Jave,
Meri Thi Yahi Tamanna,
Puri Meri Hue Tamanna,
Ho O. Aaj Mujhe Lagata Hai,
Ki Sansar Ki Shadi Hai,
Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai ॥

Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai,
Shyam Ki Shadi Hai,
Mere Ghanshyam Ki Shadi Hai,
Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai ॥

Jagat Ke Palan Karta,
Bane Rukmani Ke Bharta,
Gopiyon Ke Chit Chor,
Dulha Bane Makhan Chor,
Ho O.. Madhumangal Aur Sridama,
Dhum Machai Hai,
Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai ॥

Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai,
Shyam Ki Shadi Hai,
Mere Ghanshyam Ki Shadi Hai,
Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai ॥

Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai,
Shyam Ki Shadi Hai,
Mere Ghanshyam Ki Shadi Hai,
Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai,
Asha Lagta Hai Sare,
Braj Dham Ki Shadi Hai,
Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai ॥
आज मेरे श्याम की शादी है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
आज मेरे श्याम की शादी हैं, श्याम की शादी है, मेरे घनश्याम की शादी है..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanShri Shyam BhajanRadha Krishna BhajanDevi Rukmini BhajanRukmini Vivah Bhajan

Other Popular Aaj Mere Shyam Ki Shadi Hai Video

By Baba Shri Chitra Vichitra Ji Maharaj

By Shri Bageshwar Dham Sarkar - Shri Dhirendra Krishna Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥