Aao Yashoda Ke Laal (आओ यशोदा के लाल - भजन)


Aao Yashoda Ke Laal
Aaj Mohe Darshan Se Kar Do Nihal
Aao Aao Aao Aao Yashoda Ke Laal
Naiya Hamari Bhanwar Mein Phansi
Kab Se Adi Ubaro Hari
Kahte Hain Deenon Ke Tum Ho Dayal
Aao Aao Aao Aao Yashoda Ke Laal

Ab to Sun Lo Pukar Mere Jeevan Aadhar
Bhavsagar Hai Ati Vishal
Laakhon Ko Tara Hai Tumne Gopal
Aao Aao Aao Aao Yashoda Ke Laal

Yamuna Ke Tat Par Gauven Charakar
Chhin Liya Mera Man Murli Bajakar
Hriday Hamare Baso Nandlaal
Aao Aao Aao Aao Yashoda Ke Laal
आओ यशोदा के लाल - भजन - हिन्दी में पढ़ें
आओ यशोदा के लाल, आज मोहे दरशन से कर दो निहाल..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanJanmashtami BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanLaddu Gopal BhajanGaurav Shashtri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Raghupati Raghav Raja Ram

Raghupati Raghava RajaRam, Patita Paavana SitaRam ॥ Sunder Vigraha MeghaShyam, Ganga Tulsi Shalagram ॥

Vaishnav Jan To Tene Kahiye Je

Vaishnav Jan To, Tene Kahiye Je, Peed Paraaye Jaane Re। Par Dukkhe Upkaar Kare Toye, Man Abhiman Na Anne Re...

Maa Tere Lal Bulaye Aaja

Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja, Maan Tere Lal Bulaye Aaja, Sunle Bhakto Ki Sadaye Aaja ॥