Aaya Hun Maiya Dar Pe Tumhare (आया हूं मैया दर पे तुम्हारे: भजन)


Aaya hun Maiya Dar Pe Tumhare,
Sab Kuch Apana Chodake,
Tumse Milne Ko ॥
Duniya Ki Phikir Hai Na,
Kisi Ka Hai Dar Mujhe,
Bas Ek Tamanna Hai Ki Main Dekhun Lun Tujhe,
Aaya Hun Maiya ॥

Aate Hai Log Aapke,
Didar Ke Liye,
Najare Karam To Karde,
Bimar Ke Liye,
Aaya Hun Maiya ॥

Hum To kabhi Kisi Ka Bura Sochte Nahi,
Hamse Na Jane Kyun Ye Jamana Khilap Hai,
Aaya Hun Maiya ॥

Apane Darbar Se Kuch Bhikh Daya Ki Dedo,
Jisliye Log Tere Dar Pe Chale Aate Hai,
Aaya Hun Maiya ॥

Tumhare Dar Pe Main Phariyad Leke Aaya Hun,
Tumhai Sunane Ko Pegam Sang Main Laya Hun,
Aaya Hun Maiya ॥

Darwar Se Unke Koi Khali Nahi Gaya,
Mayush Hoke Dar Se Sawali Nahi Gaya,
Aaya Hun Maiya ॥
BhaktiBharat Lyrics

Hum Sab Ka Meri Maiya Asa Nashib Hai,
Jab Jab Tujhe Pukare Wo Tere Karib Hai,
Aaya Hun Maiya ॥

Navratri 2026 Dates

Date Tithi Navratri Devi Name Color
19 March Amavasya Mata Shailputri Puja, Ghatasthapana, Nav Varsh Yellow
20 March Dwitiya Mata Brahmacharini Puja, Cheti Chand Green
21 March Tritiya Mata Chandraghanta Puja, Matsya Jayanti, Gangaur Gray
22 March Chaturthi Mata Kushmanda Puja Orange
23 March Panchami Mata Skanda Mata Puja, Lakshmi Panchami White
24 March Sashti Mata Katyayani Puja, Yamuna Chhath Red
25 March Saptami Mata Kalaratri Puja Dark Blue
26 March Ashtami Mata Mahagauri Puja, Durga Ashtami Pink
27 March Navami Mata Siddhidatri Puja, Rama Navami, Navratri Paran, Swaminarayan Jayanti Purple
आया हूं मैया दर पे तुम्हारे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
आया हूं मैया दर पे तुम्हारे, सब कुछ मैं अपना छोड़के, तुमसे मिलने को ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare