Aaye Hai Ganesh Bappa Aaj More Angana (आये है गणेश बप्पा, आज मोरे आंगना - भजन)


Aaye Hai Ganesh Bappa,
Aaj More Angana,
Aaj More Angana,
Ji Aaye More Angana,
Aaye Hain Ganesh Bappa,
Aaj More Angana ॥
Charan Pakharun Maathe Tilak Lagaun Re,
Prathame Ganesh Pooja Aarati Sajaun Re,
Jholiyan Phailao Maango,
Dil Se Jo Hai Mangna,
Aaye Hain Ganesh Bappa,
Aaj More Angana ॥

Maa Ko Bhi Laye Riddhi Siddhi Ko Bhi Laye,
Shubh Aur Laabh Sang Mein Shiv Ji bhi Aaye,
Bhado Ka Mahina Shubh Hai,
Pavan Suhavana,
Aaye Hain Ganesh Bappa,
Aaj More Angana ॥

Bal Aur Buddhi Sahas Karate Pradan Hai,
Bolo To Ganesh Bappa Bade Hi mahan Hai,
Prem Se Pukaro ‘Yogi’,
Aaye Hain Ganesh Bappa,
Aaj More Angana ॥

Aaye Hai Ganesh Bappa,
Aaj More Angana,
Aaj More Angana,
Ji Aaye More Angana,
Aaye Hain Ganesh Bappa,
Aaj More Angana ॥
आये है गणेश बप्पा, आज मोरे आंगना - भजन - हिन्दी में पढ़ें
आये है गणेश बप्पा, आज मोरे आंगना, आये मोरे आंगना, जी आये मोरे आंगना, आये हैं गणेश बप्पा, आज मोरे आंगना ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Pyaro Vrindavan

Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayam haday ku bhaye, Vrindavan pyaro vrindavan...

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।